Ocean Boy Sagar Kamble Se Cross Kiya 7 Ocean Of World

Catalina Channel, Pacific Ocean

Los Angeles, California

July 20, 2018

Indian Swimming Ke Liye Ek Good News Hai Ki Sagar Kamble Ne Ek Baar Fir Se India Ko International Level Par Represent Karte Hue Cataline Channel, Pacific Ocean  Jisko “7 Ocean Of World” Ke Name Se Bhi Jana Jata Hai Usko Cross Kar Liya Hai. Cataline Channel Pacific Ocean Channel Ki Length 32km Ki Hai And Ye USA Ke Los Angles Me Hai. Sagar Ne Channel Pacific Ocean Channel Ko 10hrs 58min Me Cross Kiya.

*Sagar Apni Training Coach Amol Jadhav And Balaji Kendre Ke Under Me Kari Hai.

Sagar Ne Iske Phle Bhi Kafi Badi Achievements Hasil Kari Hai:

  • Sagar Ne Dharmtar Se Gateway Of India Tak Ki 38km Ki Distance Cross Kiya Hai.
  • 18 K.M Dog Leg Robben Island Cape Town (South Africa) Cross Kiya Hai.
  • World’s Longest National Open Water Swimming Competition Ko Complete Kiya Hai.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »