Summer Vacation Me Swimming Sikhna Rhega Best

Hello Swimmers Kaise Hai Ap Sab I Hope Sab Achhe He Honge. Ye Article Khaas Parents Ke Liye Hai. In Dino Apke Bachho Ke Summer Vacations Start Ho Chuke Hai Aur Ab Ap Dekh Rhe Hai Ki Apke Bachhe Pura Din Sirf So Rhe Hai Kha Rhe Hai Aur Tv Ya Mobile Mai Games Khel Rhe Hai Ap Apne Bachho Ke Prati Chinta Karte Hai Ki Is Tereh Se Khi Ye Log Aalsi Na Ban Jay To Dear Parents Ap Ek Baar Apne Bachho Ko Apne Ghar Ke Pass Kisi Pool Mai Le Ke Jaiye Aur Unko Dikhaiye Ki Swimming Bhi Ek Type Ka Kafi Adventure Game Hai Aur Unko Swimming Join Karwaiye Taki Apke Bachhe Kafi Active Rhe Isse Apke Bacche Kabhi Bhi Thakenge Nhi Aur Kya Ap Jante Hai Swimming Ek Aisa Sports Hai Jo Sabse Jyada Active Rakhta Hai Apki Body Ko And Ham Jante Hai Ki Swimming Karne Se Sirf Physically Labh Nahi Hota Balki Mentally Bhi Hota Hai. Kuch Baache Khana Theek Se Nahi Khate To Swimming Kerne Ke Baad Unko Khub Bhuk Lagegi Aur Agar Wo Sirf Ek Month Tk Swimming Kerte Hai To Wo Kafi Active Rahenge Aur Agar Apke Bachho Ka Weight Jyada Hai To Apko Bta De Ki Swimming Weight Kam Karne Ke Liye Sabse Best Exercise Mani Gayi Hai.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

 

 

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »