Para Swimmer Satyendra Singh Ne Complete Kiya K2K Bike Expedition

Swimming Mein Several Records Set Krne Ke Baad, Para Swimmer Satyendra Singh Jo Ki Gwalior Se Hai Unhone Ek Aur Milestone Achieve Kiya. But Is Baar Swimming Mei Nhi Ek Motor-Cycle Expedition Mein Jo Ki Kamyakumari Se Kashmir Tak Successfully Complete Kiya Tha Recently Hi. Unhone Apni Journey 14th April Ko Start Ki Thi.

Satyendra Ne Kaha Ki Unhone Apni Expedition Kashmir Ke Lal Chowk Mei Tricolour Ko Hoist Kar Ke Complete Kiya.” Tricolour Hoisting Karte Samay Mai Cloud Nine Par. Is Expedition Ka Mere Liye Different Meaning Tha,” Satyendra Ne Kaha.

Wo Pahle Indian Para Swimmer Bane Jinhone Last Year North Channel Ko Cross Kiya Tha.Unhone 36km Length Ko 14 Hours And 39 Minutes Mei Swim Kiya Tha. Satyendra – Jinhe 70% Disability Hai Aur Apne Legs Use Nhi Kar Sakte Hai, Wo First Para Athlete Hai Asia Se Jinhone English Channel Aur Catalina Channel Dono Hi Challenges Triumph Kiya Hai.

Indore Mein Ek Government Employee Hai Is Samay, Satyendra Ko 2014 Mein Vikram Award Diya Gaya Tha. Confident Satyendra Ne Kaha: “Mai Ye Message Convey Krna Chahta Hun Ki Koi Bhi Wonder Kar Sakta Hai Agar Kisi Kaam Mei Wo Apna Pura Dil Lagata Hai Toh.”

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- Swimswamhindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »