Hello Swimmers Mai Aj Apke Liye Ek New Article Le Kr Aaya Hu Jo Swimming Ke Kuch Amazing Facts Ke Bare Mai. To Chaliye Ap Sab Is Article Ko Pura Padhiyega Aur Apna Experience Bhi Share Kariyega Comment Box Mai Aur Please Humari Website Swimswam.Com/Hindi Ko Subscribe Bhi Kariyega Taki Apse Koi Article Miss Na Ho Hum Daily Apke Liye Ek Article Jaroor Late Hai. Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai.
- Apne Desh Ki Aadhi Population Swimming Kerna He Nhi Janti Hai Year 2014 Mai Ek Survey Se Pta Chala Hai Ki India Mai Aadhe Se Jyada Log Swimming Kerna Jante He Nhi Hai Aur Ye Bahut Dukh Ki Baat Hai Survey Ke Mutabik India Mai Sirf 100 Mai Se 10 Log He Swimming Kerna Jante Hai.
- Duniya Ka Sabse Chota Internationally Competitive Swimmer Sirf 10 Saal Ka Hai, 2015 Mai 10 Saal Ki Age Mai Alzain Tareq World Championship Mai World Ki Sabse Youngest Competitive Player Ban Gyi.
- 12 Month Ke Bachhe Swim Lesson Le Sakte Hai.
- Ek Swimmer Swimming Kerte Waqt Apni Body Ki Sari Muscles Ka Use Kerta Hai.
- 1912 Mai Woman’s Ko Olympic Mai Participate Kerne Ki Permission Nhi Thi . Swimming 1908 Mai Ek Olympic Game Ban Gya, Lekin Woman’s Ko 1912 Tak Olympic Mai Participate Kerne Ki Permission Nhi Thi,
- Australian Swimmer, Fanny Durack 100 Yard Free-Style Mai Gold Medal Jitne Wali First Lady Bani.
- Duniya Ka Aged Swimmer 100 Saal Ke The Inka Naam Mieko Nagaoka Tha Ye Japan Ke Rehne Wale The.
Is Article Mai Apko Kaun Sa Fact Sabse Interesting Lga Comment Krke Jaroor Btaiyega
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega