CWG Me Kuch Achieve Krna Sabse Jyada Matter Karta Hai- Sajan Prakash

Ek Akele Indian Swimmer Jinhone Two Consecutive Olympics Mei Apni Jagah Banai Hai Rio (2016) Aur Tokyo (2020) Mei- Sajan Prakash Ab Gear Up Kar Rahe Hai Birmingham Mei Hone Wale 2022 Commonwealth Games Ke Liye Aur Hangzhou 2022 Asian Games Ke Liye.

“Olympics Ke Baad, Mere Paas Exactly One Year The (Prepare Krne Ke Liye) Commonwealth Games (CWG) Ke Liye. Ye Bahot Hectic Ho Gya Tha, Q Ki Bahot Jyada Time Nhi Milta Tha Rest Ke Liye,” Sajan Ne Kaha, Jinhone Recently Hi Men’s 200m Butterfly Mei Gold Jeeta Copenhagen, Denmark Mei Hui Danish Open Swimming Meet Mein.

Win Ke Bare Mei Baat Krte Huye, Unhone Kaha, “Winning Toh Hamesha Hi Special Rhti Hai Aur Mai Timing Pr Sbse Jyada Work Kr Rha Hun. At The End Of The Day, CWG Mei Kuch Achieve Krne Ke Liye Ki Gayi Preparation Hi Sbse Jyada Matter Krti Hai, Danish Open Ya Kisi Bhi Other Chapionships Se Jyada. Right Now, Mai Thoda Piche Hun, But Ye Bhi Preparation Ka Ek Part Hai.”

Is Year Kuch Big Achieve Krne Ke Vision Ke Sath, 28-Year-Old Swimmer Apni Knowledge Ko Pass On Krna Chahte Hai Future Generations Ko Taaki India Mei Sport Ka Better Future Bann Sake. “Mere Seniors Ne Mujhe Advice Diya Tha, Aur Ab Hume Is Information Ko Next Generation Tak Pass Krna Hai Taaki Hamara Sport Progress Kar Sake. Maine Sport Ko Different Levels S Dekha Hai, Lower To Higher. Future Mei Country Ke Liye Mai Aur Bhi Medals Jeetne Ki Koshish Karunga Aur Aasha Karta Hun Ki Kisi Aur Ko Bhi Aisa Karte Huye Dekhun India Ke Liye,” Sajan Ne Kaha.

Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »