Year End Tak Indoor Swimming Pool Ka Construction Complete Ho Jayega

Ongoing  Development Projects Me Teji Laane Ke Aim Se Municipal Corporation Commissioner Aaditya Dachalwal Ne Saturday Ko Smart City Mission Ke Tahat Chal Rahe Development Projects Ko Inspect Kiya.

Dachalwal Ne Concerned Officials And Contractors Ko Rakh Bagh Ke Paas Indoor Swimming Pool Aur Guru Nanak Dev Stadium Me Basketball Courts Project Ko New Year Tak Complete Karne Ke Strict Orders Diye. Saath Hi Good Quality Work Ko Ensure Karne Ke Bhi Directions Diye. Iske Alawa Dachalwal Ne Buddha Nullah Ke Other Side Road Banane Ke Liye Chal Rahe Project Ko Inspect Kiya Aur Officials Ko Iss Project Ko Bhi New Year Tak Complete Karne Ke Directions Diye. Buddha Nullah Ke Aaspaas Bache Encroachments Ko Hatane Ke Baare Me Bhi Baat Ki Gayi.

Inspection Ke Dauran Mc Superintending Engineer (Se) Sanjay Kanwar, Executive Engineer Balwinder Singh Ke Saath Other Officials Bhi Present The.

Dachalwal Ne Shashtri Badminton Hall Me Badminton Court Banane And Guru Nanak Dev Stadium Me Athletic Track Bichhane Ke Project Ke Saath Municipal Corporation Ne Jo Projects Recently Complete Kiye The Wo Bhi Inspect Kiye.

Unhone Kundanpuri Area Ke Paas Buddha Nullah Ke Saath Establish Green Belt Ko Bhi Inspect Kiya. Dachalwal Ne Kaha Ki Kisi Bhi Tarah Ki Laxity Tolerate Nahi Ki Jayegi Aur Concerned Officials And Contractors Ko Projects Me Teji Laane Aur December Ke Last Tak Above Mentioned Projects Ko Complete Karne Ke Directions Diye Hain.

Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »