Agar Vedaant Film Karna Chahenge To Mai Unhe Rokunga Nahi: R Madhavan

R Madhavan Khush Hai Ki Unke Bete Ne Swimming Mei Apna Passion Dhunda But Agar Wo Film Industry Join Karna Chahte Hai Toh, Wo Unhe Kabhi Discourage Nhi Karenge, R Madhavan Ne Kaha. Madhavan Ke Son Vedaant Ek Swimmer Hai Aur Recently Hi Conclude Hui Ek Swimming Championship Mei India Ke Liye Five Gold Medals Jeeta Tha.

The New Indian, Ke Sath Huye Ek Unterview Mein Unse Pucha Gaya Ki Wo Ok Hai Agar Unka Beta Industry Join Karna Chahe Toh, Jis Industry Ke Part Madhavan Pichle Two Decades Se Hai.

“Mai Film Industry Ke Sath Pyaar Mei Hun. Show Business Ke Jaisa Koi Aur Business Nhi Hai. Agar Mera Beta Ise Kbhi Bhi Join Krna Chahega Toh Mai Use Discourage Nhi Karunga Bas Use Ye Bata Dunga Ki Ye Field Bhi Kaafi Challenging Hai, Waise Bhi Maine Use Kbhi Kuch Krne Se Roka Nhi Hai”.

“Mai Bahot Khush Hu Ki Vedant Apne Dream Ko Follow Kar Rhe Hai, Use Abhi Bahot Lamba Jaana Hai.Olympic Standards Ab Extraordinary Ho Gaye Hai, Almost Inhuman Level Ke.Isliye Unhe Sach Mei Hard Work Karne Ki Jarurat Hai.Ye Recognition Inke Raste Mei Aa Sakta Hai, Isliye Hum Try Karenge Ki Inhe In Sab Se Dur Rakha Jaye, Unhone Add Krte Huye Kaha.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »