Duniya Ko Alvida Kah Diya MHSAA Hall Of Fame Coach Don Kimble Ne

Bahot Time Se Rahe Michigan Ke Swimming Coach Don Kimble Ki 60-Years Ki Age Mei Hospice Care Mei Monday Morning Ko Death Ho Gai. 2019 Mei Kimble Ko Metastatic Melanoma Se Diagnosed Kiya Gaya Tha, Jiski Wajah Se Us Saal August Mei Chest Spots And Four Lymph Nodes Remove Kiya Gaya Tha. However, 2020 Mei Doctors Ne Unke Brain Mei Malignant Tumor Find Kiya Tha. May 1st Ko Kimble Hospital Care Se Return Aaye The. 25th May Ko Kimble Ki Jab Peacefully Death Hui Toh Wo Apne Famly Aur Loved Ones Se Surrounded The.

1980 Se Hi Kimble West Michigan Swimming Community Ke Member Rahe Hai. Inke 34-Year Coaching Career Mei 6 Total Michigan High School State Championship Titles The, 5 State Runner-Up Finishes Thi, 20 Conference Titles Aur 31 Individual State Championships Thi. Kimble Ki First Team Holland Christian High School Boys Ki Thi, Jisme Unhone 3 Conference Titles Aur 2 State Titles Lead Kiya Tha. 1983-1987, Kimble Ne Maroon Girls Ko Bhi Coach Kiya Tha Aur Un Logo Ne 4 Conference Titles Jeeta Tha. 9-Year Ki Coaching Lene Ke Baad, Kimble Ne Holland High School Boys And Girls Ko Matching State Championships Jo Ki 2002 Mei Hui Thi Uske Liye Lead Karna Start Kiya.

Apne High School Impact Ke Saath, Kimble Michigan Lakeshore Aquatics Ke Liye Kaafi Saalo Tak Club Coach Bhi The. Jisme Unhone Junior Nationals Mei Kai Swimmers Ko Assist Kiya, D1/D2 College Programs Aur Olympics Trials Ke Liye Qualifying Bhi Kiya. 2012 Mei, Kimble Ko Michigan Interscholastic Swim Coaches Association Matt Mann Award Se Awarded Kiya Gaya Tha Jo Ki 2014 Mei Highest Misca Honor Tha. 2014 Mei, Kimble Ko Michigian High School Coaches Association Hall Of Fame Ke Liye Bhi Naam Aaya Tha Par Phir Bhi Unka Coaching Career Khatam Nahi Hua Tha.

Later 2013 Mei, Kimble Ne Struggling Kar Rahe Byron Center High School Swim Program Take Over Kiya. Uske Baad Kimble Ne Girls Ki Ek Team Ko Unke First Conference Title Tak Le Gaye The Jinme Unhone 11 Mei Se 10 School Record Tod Diye. Kimble Ne Byron Centre’s Club Program Ko Bhi Coached Kiya, Jaha Unhone Club Membership Ko 25 Participants Se 150 Participants Tak Badha Di Thi. Davenport University Ko Bhi Inhone Coach Kiya Tha Thode Time Ke Liye. Par Us Kam Samay Mei Bhi Unhone Team Ko Assist Kiya Aur Team Ne 2020 GLIAC Championships Mei 4th– Place Par Finish Kiya. Jo Ki 2019 Se Ek Place Better Thi.

Wo Apne Whistle Ke Liye Bhi Kaafi Renowned The, Jo Abhi Bhi State’s Pool Ke Throughout Echo Karti Hai.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »