Elite Swimmer Wali Ye 4 Baate Apna Lo

Hello Guys Mai Ap Sab Ke Liye Phir Se Kuch Interesting Topic Le Kr Aaya Hu I Hope Apko Ye Pasand Aayga To Aj Ka Topic Hai Ki Ap Ek Elite Swimmer Kaise Bne Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai Aur Ha Dosto Aise He Interesting Topics Ko Padhne Ke Liye Ap Humri Website SwimSwam Ko Subscribe Kerna Mat Bhuliyega.  

Swimming Me Extraordinary Bnne Ke Liye Aur High Level Ke Competition Ko Join Karne Aur Unme Achha Result Pane Ke Liye Har Swimmer Ko Kuch Achhi Adto Se connect Hona Padta Hai Aur Yhi Good Habits Apko Ek Achha Swimmer Banne Ke Liye Motivate Kerti Hai.   

  1. Apni Achhi Image Banna :-

Elite Swimmers Ke Liye Swimming Kerna Utna Important Hai Jitna Important Hume Roz Khana Khana Hota Hai Ydi Ap Elite Swimmer Bnnna Cahte Hai To Apko Regular Swimming Kerni Hogi. Apne Life Mai Sabse Important Swimming Ko Rakhiye Phir Swimming Ke Baad Kisi Dusri Chij Ko. Ek Elite Swimmer Bnne Ke Liye Regular Practice Sirf Honi Most Important Hai Yhi Practice Apko Apke Target Tak Le Ke Jaygi. Ek Elite Swimmer Daily Apni Practice Mai Improve Aur Apni Practice Tuff Kerta Jata Hai. Ek Baat Ka Humesa Dhyan Rakhna Jaroori Hota Hai Ki Ap Kabhi Apne Target Se Bhago Mat Ya Dusre Din Apna Target Change Mat Kro Aise Log Life Mai Kuch Bhi Nhi Kr Pate Hai Jo Sirf Apna Target Change Kerte Rehte Hai.(practice Goal Har din change kar skte hai but Main Target jaise gold medal jitna wo kabhi change mat karo)

  1. Apke Coach Apke Liye Bhgwan Hai Unke Btay Hue Rasto Pe Chle Aur Unki Respect Kre:-

Ek Coach He Hai Jo Apko Apke Target Tak Le Jane me Apki Help Kerenge Ap Apni Galtiyo Ko Dhyan Se  Apne Coach Se Sune Aur Un Galtiyo Ko Sudharne Ki Koshish Kre. Ap Apne Coach Se New Schedule Create Kerway Aur Usi Ke sath Apni Diet Bhi. Apke Coach Jo bhi Apko Suggestion De Rhe Hai Unko Bade Dhayn Se Sune Aur Unka Palan Kre.

3.Apne Questions Puchiye:-

Apne Coach Se Ya Apne Ap Se Ap Khud Question Puchiye Ki Apne Kya Kami Hai Bina Kisi Hesitation Ke. Ydi Ap Apne Coach Ke Dwara Btay Hue Schedule Se Satisfy Nhi Hai To Ap Apne Coach Se Sidhe Sidhe Boliye  Aur Apke Man Me Kis Type Ke Schedule Hai Is Bare Me Unse Baat Kijye.

  1. Apne Brain Ko Humesha Active Rakhiye

Ap Humesha Apne Man Me Ek Baat Ko Yaad Rakhe Rho Aur Khud Se Kho I Can Do It, Nothing Is Impossible Ye Sab Lines Apko Andar He Andar Motivate Keregi Aur Apko Apke Target Tk Pehuchne Mai Kafi Help Bhi . Ek Baat Humesa Dhyan Me Rakho Ki Apne Mind Ko Kabhi Divert Mt Kro Ki “Yr Aj Choro Aj Practice  Bunk Kr Lete Hai” Ye Sab Kerne Se Ap Kafi Loss Me Ja Sekte Ho.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »