World Ka First “Floating Pool” Jo Open Hoga May Mei

British swimmers training ke scene mei changes lane wale hai, kuch altitude ke saath May mei kuch new option hoga. Ye pool view aur price dono mei aayega.

Embassy Gardens luxury apartments, World ka first “floating pool” open karne jaa rha hai 19th May ko. Ye pool ground level se 115 feet(35 meters) upar hoga, complex ke 2 towers ke 10th story ke beech mei.

Ye pool 25-meters long aur 10 feet deep hoga iske sath hi acrylic bottom bhi hoga jo ki niche ke ground se lekar new U.S. Embassy, Iconic London landmarks, jaise ki London Eye aur Westminster Palace ke shaandaar views ko dekhne ke liye allow karega.Ye pool sirf us complex ke residents ke liye open hoga.

Ye project sabse pahle 2015 mei announced hua tha but coronavirus pandemic ki wajah se delay ho gaya tha. Iski pahli unit 2017 mei sale ke liye released ki gait hi.

Iski grand opening May 19th ko hogi. Iska celebration noted media personality Roman Kemp karenge. The Aquabatix, jo ki top synchronized swimming entertainment team hai wo is sky pool mei perform karegi.

Is complex ko EcoWorld  Ballymore ne develop kiya hai. Sean Mulryan jo ki Ballymore ke chairman hai unhone kaha hai ki, “Is pool ka experience sach mei unique hoga, Aisa feel hoga jaise ki aap air ke through float kar rahe ho central London mei.”

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »