Tokyo 2020 Olympics Hoga Smoke Free

Tokyo 2020 Ne announced kiya hai ki Summer Olympic ke next edition ko puri tarah smoke- and vape-free kiya jayega. Koi bhi tobacco products jisme vaping device bhi shamil hai usko Tokyo 2020 games me puri tarah roka jayega. Isme indoor and outdoor dono hi venues ko include kiya gaya hai.

Athletes’ village or wo sites bhi jo bina spectators ke hai unko bhi non-smoking me considered kiya gaya hai lekin kuch khas areas me smoking allow kari jayegi.

Reuters ki mane to organizers ne kaha hai ki ye “athletes, spectators and officials ki health and safety ko protect krne ke liye” ye tay kiya gaya hai.

Tokyo me restaurants ke andar bhi smoking ko ban kiya jayega halaki smoking sirf smoking room me kar skenge. Smoking ke awala eating ya drinking smoking room me nahi allow kari jayegi.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »