Swimming Karne Ke Fayde

Fit Rahne Ke Liye Log Aaj Kya-Kya Nahi Karte Hai, Har Trah Ki Fitness Ke Liye Chahe Wo Mansik Ho Ya Sharirik Hamko Dono Chiz Ko Hi Fit Rakhna Hoga Or Iske Liye Sabse Sahi Hota Hai Swimming Krna Kyuki Swimming Hme Mansik Or Sharirik Fit Rahne Me Ek Sath Help Karta Hai, Ek Sath Matlb Ki Aap Physical Fit Rhne Ke Liye Gym Jate Hai Or Mansik Fit Rahne Ke Liye Yoga Karte Hai Lekin Swimming Me Ye Dono Chiz Hoti Hai Isliye Aapko Swimming Krna Chahiye Or Swimming Mere Khyal Se Isliye Jaruri Hai Kyuki Ye Apki Life Or Adventures Bna Deti Hai Apki Life Profile Me Ek Skill Jud Jati Hai Jo Apko Bakiyo Se Alag Bnati Hai.

Swimming Karne Ke Fayde:-

Waise To Swimming Ke Najane Kitne Fayde Hai Lekin Unme Se Kuch Major Fayde Hai Jo Mai Aapke Sath Share Krne Ja Rha Hu-

Muscles Healthy Rahti Hai:-

Daily Swimming Karne Se Body Me Sari Muscles Strong Ho Jati Hai Or Body Ek Perfect Shape Me Aa Jati Hai Aap Kisi Bhi Normal Swimmer Ko Dekh Lijiye Uski Body Ka Shape Baki Normal Log Se Jyada Perfect Hoga Or Iske Sath Swimming Karne Se Muscles Me Flexibility Bhi Aa Jati Hai.

Swimming Me Aisa Nahi Hai Ki Aapke Body Ka Kuch Part Hi Use Me Hota Hai Balki Swimming Me Body Ka Har Part Work Krta Hai Isliye Swimming Ek Perfect Exercise Hai Or Jisko Hme Sikhna Hi Chahiye.

Dil Or Fefado Ke Liye Labhdayak:-

Swimming Krne Se Cardio Muscles Healthy Rahti Hai Or Fefde Bhi Strong Ho Jate Hai, Swimming Body Ka Stamina Baki Kisi Bhi Exercise Se 5 Guna Jyada Bdhati Hai.

Stree(Tanaw) Dur Krti Hai:-

Jaise Ki Maine Phle Bhi Btaya Hai Ki Swimming Hme Mentally Bhi Fit Rhne Me Madad Krti Hai Jo Stress Ko Kam Krti Hai.

Swimming Krne Se Phle Kin-Kin Chizo Ka Dhyan Rkhna Chahiye:-

  • Hmesa Coach Ke Nigrani Me Swimming Pool Me Utre.
  • Swimming Costume Ke Bina Pool Me Entry Na Kre.
  • Shuruwati Dino Me Kam Deep Wali Jagh Me Hi Abhyash Kre.

Facebook Par Like Kriye Swimswam Hindi  

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »