Coaches Ko Apna Bhagwan Smjho

Ek Achha Coach Sabhi Ke Andar Hota Hai, Unka Kaam Mushkil Hai Vo Night, Weekends  Aur Early Morning Me Kaam Kerta Hai Unke Pass Humari Terah Normal Life Nhi Hoti Ve Humesha Kuch Na Kuch Apne Swimmers Ke Liye Sochte Rehte Hai Jb Vo Pool Pr Nhi Hote Hai Tab Ve  Administrative Fee Pr Kaam Kerte Hai, Workout Pr Kaam Kerte Hai Aur Sath He Sath Event Ko Kaise Keraya Jay Is Pr Kaam Kerte Rehte Hai Hum Kafi Parents Ko Dekhte Hai Ki Coach Pr Comments Pass Kerte Hai Kyuki Hum Sab Log Ki Alag Alag Thinking Ke Hai To Hume Dusro Ki Kuch Baat Pasand Aati Hai Aur Kuch Baat Nhi Pasand Aati Hai Ek Coach, Cool, Indifferent Or Severe Hai To Un Baatow Se Kisi Coach Ki Power Aur Thinking Ka Andaza Nhi Lgaya Ja Sekta Hai.

Aaj ka ye article Pranjal Pal dwara likha gya hai agar aap bhi koi tips ya workout share karna chahte hai to aap hme Whatsapp ► +917237873486 Kar skte hai.  

Ek Coach Apke Bachhe Ke Vikas Me Sabse Attractive Logo Me Se Ek Ho Sekta Hai  Yhi Reason Hai Ki Hum Sabhi Ko Apne Bachho Ke Liye Sabse Achha Coach Cahiye  

  • Honesty
  • Madness/junun
  • Mehan Shrota
  • Jivan Sabak Ke Roop Me Use
  • Motivational

Imaandari:- Iska Kehne Ka Matlab Hai Ki Achhe Coacho Ke Bich Akhandata Aur Honesty Hai Hum Apne Coacho Ko Humare Bachho Ke Liye Achha Roal Modal Hone Ki Hope Kerte Hai  

Junun:-  Ek Bhavuk Coach Swimmer Ko Pyar Kerta Hai Agar Vo Apni Coaching Me 110 Percent Rakhata Hai, To Iske Sath Vo Swimmer Ki Care Bhi Utni He Kerta Hai Jitna Swimmers Pr Load

Mehnati:-  Ek Achha Shrota Hone Ka Rishta Communication Ka Hissa Hai , Lekin Yeh Bhi Coaching  Ka Ek  Alag  Hissa Hai Ek Mahan Coach Ka Ye Bhi  Ek Kaushal Hai Ki Vo Apne Swimmers Ki Baat Ko Sunta Hai Aur Use Samjh Kr Shi Tereh Se Uska Jewab Dena Bhi Hota Hai

Khel Me Jankar:- Apko Ek Aisa Coach Cahiye Jo Sikhne  Ke Sath Apni Jankari Apke Sath Share Krna Jante Hai  Ap Ek Aisa Coach Cahte Hai Jo Ek Achhi Training Ko Janta Ho

Kaushal :- Ap Ek Aisa Coach Cahte Hai Jo Apke Target Ki Value Ko Smjhe Aur Apne Bachhe Ko Apne Target Tk Pahuchane Me Help Kre

Motivational Coach:-  Ek Motivational Coach Apne Swimmer Ko Motivate Krega Jo Ki Sabse Achhi Baat Hogi Vo Apne Swimmers Ko Challenge Dene Ki Liye Ready Rehta Hai Ki Vo Swimmers Apni Soach Se Bhi Jyada Kerne Ko Ready Rehta Hai  

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »