Bodhan Me 21 Saal Ke Nishal Ki Pool Me Dubne Se Hui Maut

Hello Indian Swimmers Kaise Ho Ap Sab. Aj Ka Article Ek News Pe Based Hai To Guys Ap Log Is News Ko Pura Jaroor Padhiyega Aur Apne Experience Bhi Jaroor Share Kariyega Comment Box Mai Aur Jo Log Humari Website Pe First Time Visit Kr Rhe Hai Wo Log Please Humari Website Ko Subscribe Kerna Na Bhule Taki Hum Apke Liye Isi Tereh Ke Swimming Related News Aur Articles La Sake. Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai.

Bodhan:- Ek 21 Year Old Youth Nishal, Thursday Ko Bodhan City Mai Bodhan Club Dwara Banaya Gya Swimming Pool Mai Doob Gya. Nishal, Tukaram Ke Bade Bête Hai Unhone B.Tech Kr Rakha Tha Aur Apni Job Ki Talash Mai The Wo Pichle 2 Months Se Swimming Pool Jaya Karte The Nishal Ke Father Tukaram Ji Ka Kehna Hai Ki Unke Bête Ki Maut Swimming Pool Ke Coach Aur Life Guards Ki Careless Ke Karen Hui Hai. Whi Police Venkateshwarlu Ka Kehna Hai Ki Jab Ye Accident Hua Tab Pool Pe Sirf 20 Log Hi Available The Whi Coach Ka Kehna Hai Ki Nishal Swimming Kerna Jante The Wo Ek Perfect Swimmer To Nhi Lekin Ek Swimmer Jaroor The Jo Pool Mai Achhe Se Swimming Kerna Jante The Police Ka Kehna Hai Ki Ye Ek Mystery Hai Ki Kaise Ek Person Jo Swimming Janta Tha Pool Mai Doob Gya Isi Liye Abhi Accident Ki Achhe Se Investigation Chal Rhi Hai.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

 

 

 

 

1
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

1 Comment
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments
Mannu Kumar rana
5 years ago

Very bad news. Jan kar dukh hu.

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »