4 New Pools Bnaye Jayenge:Brihanmumbai Municipal Corporation (BMC)

Hello Swimmers Kaise Ho Ap Sab.  Aj Ka Article Ek News Pe Based Hai To Ap Log Is News Ko Pura Jaroor Padhiyega Aur Aur Comment Box Mai Apna Experience Jaroor Share Kariyega Aur Jo Log Humari Website Pe First Time Visit Kr Rhe Hai Wo Log Humari Website Swimswam.Com/Hindi Ko Subscribe Kerna Na Bhule Taki Hum Apke Liye Isi Tereh Ke Aur Articles La Sake. Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai.

Brihanmumbai Municipal Corporation (BMC) Ne East Aur West Mai 4  New Swimming Pools  Bnnane Ka Faisla Kiya Hai Jiske Liye Sites Ki Checking Ja Rhi Hai . Civic Garden Department Ke Ek Senior Officer Ne Kha Ki Pool Ki Badhti Mang Ko Dekhkr Ye Decision Liya Gya Hai Ki 4 New Swimming Pool Bnaya Jayga.

Unhone Kha Hai Ki Pool Ka Size 25×15 Meter Hoga Aur 1 Pool Mai Lagbhag Ek Batch Mai 200 Logo Ki Entry Ho Sakegi Un Pools Mai 45 Minutes Ke Lagbhg 5 Batch Chalenge. Officer Ka Kehna Hai Ki City Mai Pehle Se He Jo 7 Pool Hai Unme Bhi Improve Kiya Ja Rha Aur In Sab Mai Lagbhag Kuch 1 Months Mai Ready Ho Jayga.

BMC Mai Pehle Se He 7 Swimming Pools Hai Jo Dadar, Kandivali,Dahisar,Ghatkopar, Chembur, Mulund And Andheri Mai Already Start Hai Jb Ye 4 Swimming Pool Aur Ban Jaynge Tab Swimming Pools Available Honge

Officers Ka Kehna Hai Ki Sare Pool Lagbhag Ready Ho Chuke Hai Lekin Abhi Water Supply Start Nhi Hui Hai Officers Ki Mane To Is Month Ke End Mai Pool Start Ho Jaynge.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

1
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

1 Comment
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments
Mannu Kumar rana
5 years ago

Waise to good news hai but gramin chhetro me bhi bahut jaruiri hai ki swimming pool ka nirman ho taki gramin chhetro se bhi prativa bahar aa sake.
Isliye jyada jaruiri hai ki gramin chhetro me swimming pool ke liye vises dhyan diya jay.
Dhanyabad.

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »