Nanjing University 7th Annual Faculty And Staff Swimming Competition

12 October ki dophar ko Xianlin Campus ke swimming pool me University ki 7th Faculty and Staff Swimming Competition held ki gayi thi. Competition ko University Labor Union ne host kiya tha, Sports Department ne isko organize kiya tha aur Logistic Service Group ne ise co-organize kiya tha. Competition me 17 branch labor unions ke 60 se jada swimming enthusiastics ne participate kiya tha. Nanjing University ke Vice President Zhou Zhihua ne competition ki start ko announce kiya aur ak athlete ke roop me competition me participate kiya.

Opening ceremony me apni speech me school labor union ke president Tang Shaoqiu me kaha ki swimming competitions keval competition nahi hai balki personal style and sportsmanship ko show karne ka ak stage bhi hai. Unhone hope kiya ki ye competition faculty and staff ke sports enthusiasm ko aur jada stimulate karne aur national fitness ke development ko promote karne ki ak opportunity hogi. Unhone ye bhi hope ki, ki faculty and staff competition me tenacious struggle, unity and cooperation ki competitive spirit ko dedication and hard work ke liye motivation me badlenge aur school ke various undertakings ke high-quality development me contribute karenge. Iss competition ke chief referee, national swimming referee Mr. Li Haijun ne competition ke rules and precautions ko introduce kiya.

Fierce competition ke baad, Gao Yuan and Han Juanjuan ne men’s and women’s 50m freestyle championship jeeti, Jiao Yiding and Fan Mei ne men’s and women’s 50m breaststroke championship jeeti, Gao Yuan and Han Juanjuan ne men’s and women’s 100m freestyle championship jeeti, Huang Shujian and Yang Yi ne men’s and women’s 100m breaststroke championship jeeti. Office ki representative team, School of Electronic Science ki representative team and School of Chemistry and Chemical Engineering ki first team ne mixed men’s and women’s relay race me top 3 positions jeete. School union ke vice chairman Zhuang Jinh ne winning athletes ko awards diye.

Batay gaya hai ki swimming ko “king of sports” kaha jaata hai. Ye muscles ki exercise kar sakta hai, physical fitness ko strength deta hai, stress kam kar sakta hai aur khush kar sakta hai. Ye lambe time tak desk par kaam karne wale teachers aur employees ke liye ak achha fitness exercise hai.

Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »