Prime minister modi ne national anti doping agency (NADA) aur physical education foundation of india (PEFI) ki our se anti doping pr hone wale national seminar ke liye apni good wishes di hai unhone apne letter ke jariye kaha hai ki seminar ka subject ‘prevention of doping in sports- current challenge and innovations” ko behad Relevant subject btaya hai aur sabhi logo ke veyktigat grow ke liye game bahut importance rakhta hai.
Seminar 30 and 31st January ko Delhi mai hona hai. Isme game, physical education and much more ke anti doping ki importance ke bare mai discusses kernege . prime minister ne letter ke thru keha hai ki discipline , target pr focus kerna, great team up, help ye sab ek game mai he dekhne ko milti hai Personal grow mai game ka important role hota hai . anti doping pr hone wale national seminar se iske different chijo pr discusses se players, trained game institute ko is reaction ko notification milegi . anti doping humare desh ke sabhi players ko clean and fair banane ka kam kerega isse humare players ko doping ke more negative things pe jankari milegi lihaja anti doping ke liye players sahit games se sabhi logo ko active kerna jaroori hai ye letter pefi ke national Secretary piyush jain ko bheja gya hai .
Join us
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi