Wate Me Floating Karne Ke 4 Simple Steps

Aaj Ka Article Interesting Hone Wala Hai Kyuki Aaj Ham Floating Sikhenge, Floating Ek Fun Activity Ke Sath Sath Swimming Sikhne Ka First Step Bhi Hai. Koi Bhi Beginner Sabse Pahle Floating Hi Sikhta Hai Uske Baad Dheere Dheere Proper Swimming Sikhna Shuru Karta Hai. Aaj Mai Aapko Video Ke Jariya Kuch Aisi Simple Technique Share Krunga Jo Aapko Floating Sikhne Me Bahut Help Karegi.

Floating Sikhne Ke Baad Aapko Ek Confidence Ayega Jo Aapko Swimming Ke Baki Strokes Sikhne Me Bhi Kafi Help Krega. Shuru Me Floating Sikhte Wakt Ho Sakta Hai Apke Mu Me Pani Bhi Chla Jaye Lekin Isse Darna Nhi Hai Balki Floating Krne Ki Kosis Karte Rahni Hai And Kuch Time Practice Karne Ke Baad Aap Dekhnge Ki Aap Float Karne Lag Gaye Hai.

Video Me Btaye Gaye Sabhi Steps Follow Karne Se Phle Is Chiz Ka Jarur Dhyan Rakhe Ke Aap Isko Akele Pool Me Na Kare Balki Kisi Coach Ya Instructor Ki Dekh-Rekh Me Hi Kare.

To chliye dekhte hai and sikhte hai ki easy way me floating kaise sikha jata hai :-

Is video me maine khud sare steps karke btaye hai and agar aapko iske alawa bhi kisi special swimming technique par video chahiye ho to aap jrur btaye.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »