Virendra Nanavati FINA Bureau Member Ke Liye Elect Kiye Gaye

Doha, Qatar mei hui world body General Congress ki meeting mei Virendra Nanavati ko International Swimming Federation ke member ke taur par select kiya gaya hai. – TimesOfIndia

Nanavati, abhi Indian Olympic Association ke vice-president hai aur Swimming Federation of India ke executive director bhi hai aur first Indian hai jo as a FINA member elect huye hai. Nanavati 2021-2025 ke term ke liye elect kiye gaye hai. Nanavati SFI ke formal general secretary bhi rah chuke hai.

Is baare mei SFI ne ek release mei batate huye kaha hai ki, “Nanavati world body aquatic sports FINA mei as a member FINA BUREAU elected ho gaye hai. Nanavati ko 5th June 2021 ko Doha (Qatar) mei hui FINA General Congress mei as a member elect kiya gaya.”

“Nanavati ne last four decades se India mei aquatic sports ke furtherance ke liye tirelessly work kiya hai aur 25 years tak Asian Federation level par bhi work kiya hai Nanavati ne. Woe k great vision wale leader rahe hai jinke paas excellent administrative skill aur strong work ethic hai.”

Nanavati in sab ke saath FINA Technical Swimming Committee ke vice chairman bhi rahe hai. Wo Asia Swimming Federation ke senior vice president bhi rah chuke hai.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »