Swimmers Ke Ek Group Ne Dolphins Ke Group Ko Kiya Harassed

Hawaiian authorities ne Tuesday ko bataya ki unhone 33 logon ko  announced on Tuesday that they US law enforcement mei referred kiya hai. Ye 33 log swimmers hai aur group mein swimming krte hai. In logon ne dolphins ke pod ko harassed kiya tha Big Island ke coast pr Honaunau Bay par.

The state’s Department of Land and Natural Resource (DLNR) ne kaha ki unhone group ke against case initiate kr diya hai q ki unlogon ko spinner dolphins ke close swim krte huye paaya gya hai Sunday morning ko jab wo log routine patrol par the.

Marine Mammal Protection Act ke under marine mammals ko “harass” krna illegal maana jaata hai. Q ki aisa krne se unka  behavioral manner disrupt ho jaata hai.

Ye Federal law ke bhi against maana jaata hai ki Hawaii ke nearshore waters ke paas spinner dolphins ke 50 yards ke within koi swim kare.

DLNR ne incident ki drone footage released ki hai, jisme dikh raha hai ki group retreating dolphins ke towards swim kar rahe hai. department ne swimmers ko pod ko “aggressively pursuing, corralling, and harassing” bataya hai.

Isme ye bhi add kiya gaya hai ki  Division of Conservation and Resources Enforcement (DOCARE) ke officers ne group ko alert kiya tha jab wo water mei hi the.

Jab swimmers land pr return aaye toh unki mulakat uniformed officers se hui.

State and federal officials ne uske baad se joint investigations launched kar di.

National Marine Fisheries Service  ke according ek federal agency jo ki iske liye responsible hai stewardship of the US’ national marine resources, spinner dolphins uska bahot specific behaviour pattern hota hai.

The marine mammals rest krte hai Hawaii ke nearshore areas ke paas day ke time par taaki night ko swim kar sakein. Isliye agar mei day time mei unke paas swim kiya jayega toh unhe disturb hoga.

Dolphins ko distressed krne mei inka bahot bada role hota hai, unhone kaha.

Aisa karke swimmers ne law break kiya hai jiske liye unhe several thousand dollars ki penalty lagegi.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »