Swim Parents Ke Liye Special 5 Point

Mujhe Haal Hi Me Ek Nye Swimmer Ke Maata-Pita Ne Poochha Tha Ki Aapake Swimmer Ko Kaise Motivate Kiya Jaye. Correct Reply Yah Hai Ki Aap Apane Bachche Ko Motivate Nahin Kar Sakate. Wo Apni Performance Se Hi Motivate Ho Skta Hai.

Ham Apne Swimmers Ke Lie Kya Kar Sakate Hain? Unko Motivate Karte Hain Lekin Motivation Aisa Hona Chahiye Jisse Unko Apne Sports Se Pyar Ho Jaye Naki Unke Upar Performance Ka Burden Aa Jaye. Ek Baar Agar Khiladi Ko Apne Sports Se Pyar Ho Jayega To Uska Focus Apne Sports Par Hi Rhega Or Wo Acche Se Perform Krega.

Kya Aapne Apne Swimmers Se Pucha Ki We Sab  Swimming Kyon Karte Hai? Kya Unko Swimming Acha Lgta Hai Ya Aap Apne Interest Ke Liye Unko Swimming Sikha Rhe Hai. Ye Kafi Jyada Jaruri Hai Ki Ham Phle Apne Baccho Se Jaan Le Ki Kya Unko Sach Me Swimming Krne Me Interest Hai Or Kya Wo Competitive Swimming Karna Chahte Hai Ya Unko Swimming Ek Hobby Ke Roop Me Pasand Hai. Agar Competitive Swimming Uski Choice Hai To Aapke Liye Nihce 5 Points Diye Gye Hai Jisse Unko Aap Kafi Motivate Kar Payenge.

First

Aap Apne Swimmers Ko Kabhi Pressure Me Na Dale Or Nahi Unke Coach Ko, Kabhi Kbhi Training Ke Time Par Apne Swimmers Par Gussa Ya Kisi Trah Ka Pressure Na Dale.

Second

Hmesa Yaad Rakhe Ki Ye Sports Apke Swimmers Ka Future Hai Or Unki Sucess Tabhi Confirm Hogi Jab Aap Unko Hmesa Positivity Ke Sath Treat Krenge.

Third

Hmesa Unka Environment Enjoyable Bnaye Rkhne Se Swimmers Ke Mind Ko Relax Karta Hai. To Chahe Competition Ho Ya Normal Day Workout Hmesa Ek Accha Environment Bnane Ki Kosis Kre.

Fourth

Jinke Parents Khud Ek Swimmer Hai Wo Jyadatar Apne Swimmer Ko Pool Par Drop Karke Apne Kaam Me Vyasth Ho Jate Hai Jabki Ye Galat Hai Aapko Unke Sath Samil Hona Chahiye. Workout Ke Time Present Rhne Se Aap Bhi Apne Swimmer Ki Madad Kar Payenge.

Fifth

Workout Me Har Din Ek Chota Goal Set Kre. Or Ek Positive Way Se Swimmer Ko Uss Goal Ko Achieve Karane Ki Kosis Kre. Har Din 1 Goal Set Krne Se Hi Asli Improvement Or Motivation Milta Hai.

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »