Kenneth To Ko Sabhi Yaad Rakhenge

Multi-Time Australian And Hong Kong Record Holder Kenneth To Ka 26years Ki Age Me Nidhan Ho Gya, Is Chiz Ko Swimswam Dwara Bhi Confirm Kiya Gaya.

Ye News Sabse Phle Social Media Par Samne Aayi Jab Kenneth Ke Training Partner Ne Social Media Par Share Kiya. Ye Baat US Time Ke According Late Monday Ko Social Media Par Samne Aayi And Isko Confirm Karne Ke Liye Kenneth Ke Close Family Walo Se Bhi Pucha Gya.

South China Morning News Ki Report Me Btaya Gya Ki Usko Locker Room Me Practice Ke Baad Le Jaya Gya, Gator Swim Club Ke Representative Ne Btaya Ki Wo Warmup Ke Baad Tha Na Ki Puri Practice Ke Baad. Kenneth Ko Hospital Le Jaya Gaya Jab Unka Nidhan Ho Gya.

Kenneth January Se Gregg Troy Ke Under Me University Of Florida Me Training Kar Rhe The And Last Week Caeleb Dressel, Jan Switkowksi, Aliena Schmidtke,Tom Peribonio, Corey Main And Enzo Martinez Ke Sath Training Camp Me Bhi The.

Hong Kong Sports Institute Behad Hi Shocked Hue Or Ek Elite Swimmer Kenneth To Ko Kho Dene Se Behad Dukhi Bhi.

2014 Me Kenneth Commonwealth Games And Pac Pacific Championships Ke Liye Qualify Hue, Commonwealth Games Ke Baad Back Surgery Ke Karan Pan Pacs And Worlds Dono Me Nahi Participate Kar Paye.

2018 Short Course World Championships Me Inhone 51.88 Ke Time Ke Sath 6th Place Hasil Kari Thi And New Hong Kong National Record Bhi Bnaya. Inka Plan The Ki Ye Hong Kong Festival Me Participate Krenge Jo Ki April Me Hone Wali Hai Jo Ki 2019 FINA World Championships Ke Liye Ek Qualifying Meet Bhi Rhegi.

Torrey Hart Dwara SwimSwam Par Btayi Gyi News

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Facebook► SwimSwam Hindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »