Better Swim Practices Ke Liye 3 Habits – Swimming Tips In Hindi

Swimmers Ke Paas Ye Ability Hoti Hai Ki Wo Aur Better Ho Sakte Hai Jab Practice Par Wo Correct Work Put Karte Hai.

Jyadatar Athletes Effort Use Karte Hai Apne Success Ko Measure Krne Ke Liye Par Har Din Water Mein Dive Karte Waqt Wo Hamesha Right Tools Ka Use Nhi Krte Hai.

But Consistently Efficient Swim Practices Good Mental Habits Ka Result Hoti Hai.

Toh Ye Kuch Mental Habits Hai Jo Aap Use Kr Sakte Hai Taaki More Efficiently Training Kar Sakein.

Apne Coach Se Feedback Accept Karein:

High Performance Athletes Ke Upar Ki Gayi Studies Ye Show Karti Hai Ki Athletes Ke Development Mein Coaches Bahot Pivotal Role Play Krte Hai. Wo Chahte Hai Ki Aap Better Ho Jaayein, Bhale Hi Wo Hamesha Obvious Naa Ho.

Isliye Unse Puchiye Ki Improve Krne Ke Liye Aap Kya Kar Sakte Hai

Wo Sirf Aapko Immediate Feedback Hi Nhi Denge, Wo Aapki Technique, Timing, Nutrition, Aur Mental State Mei Bhi Aapki Help Karenge.

Beginning Se Hi Practice Conquer Karein:-

Sabse Hardest Lap Kon Sa Hota Hai Practice Ka?

The First One.

Many Swimmers Ke Liye , Water Mein Jaana Din Ka Hardest Part Hota Hai. Especially Long Season Ke Gruelling Months Ke Dauran. But Ek Baar Jab Unhe Unka Stroke Mil Jaata Hai Toh Original Resistance Side Hone Lag Jaata Hai, Aur Uske Baad Wo Practice Shuru Kar Dete Hai.

Aisa Isliye Kyu Ki Warmup Ke Dauran Wo Mindset Mein Shift Experience Karte Hai. Jo Unke Focus Ko Swimming Ki Taraf Direct Karta Hai.

But Water Mein Jaane Ka Wait Hi Q Krna? Apna Goal Banaiye Ki Pool Deck Par Pair Rakhte Hi Har Practice Ko Conquer Karein.

‘Reps’ Ke Terms Mein Hard Set Ke Bare Mein Sochiye:-

Ek Rap Ke Liye Commit Kariye Ya Phir Commit Kariye Ek Lap Swim Karne Ka Jitni Tez Aap Kar Sakte Hai.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »