Ace Swimmer Se Venture Capitalist Tak Ka Safar – Indian Swimming News

High Seas Mei Swimming Krne Se Le Kar Venture Capital Fund Manage Krne Tak, Kutraleeswaran Veerabadran Ramesh Kaafi Aage Aa Chuke Hai. 90’s Kid Jo Ki Swimming Ko Sport Ki Tarah Pursue Krna Chahte The Unke Liye Icon The. Kutraleeswaran Ne Sirf 12 Ki Age Mein Different Countries Ke Six Straits Ke Across Ek Hi Calendar Mein Swim Krte Huye Guinness Book Of World Records Mein Enter Kiya Tha.

Thirty Years Ho Chuke Hai, Aur Ye 42-Year-Old Ke Ace Swimmer Continents Ke Between Fly Continue Rakhe Huye Hai. But As A Swimmer Nahi Unke New Avatar Venture Capitalist Ki Tarah.

Kutraleeswaran President & Managing Partner Ke Sath Sath Co-Founder Bhi Hai Dallas Headquartered Nanban Ventures Mein.Ye  Seven Verticals Mei Se Ek Hai Nanban Group Ke Jo Ki Tamil Nadu Ke Trio Gopala Krishnan, Mani Shanmugam, Aur Sakthivel Palani Ke Dwara Found Ki Gyi Thi US Mein.

Western Tamil Nadu Mei Born Huye The, Aur Inhe Chennai Mei Raised Kiya Gaya Tha Jaha Par Inhe Opportunity Mili Apne Swimming Dreams Ko Chase Karne Ki.1994 Mei, Unhone Across Six Straits Swim Kiya Tha Jisme Palk Strait, English Channel, Straits In Italy And Australia Include The Aisa Kar Ke Unhone New World Record Set Kiya. Unhone Switzerland Mei 1995 Mei Marathon Swimming Mei Huye Junior World Championship Title Apne Naam Kiya Tha.

Halaki, Swimming Se Education Par Completely Shift Karna Unke Liye Tough Decision Tha. “Hum Log Humble Background Se The Aur International Competitions Mei Continuously Participate Krna Afford Nhi Kar Sakte The Q Ki Ek Time Par Sponsorship Bhi Band Ho Jaati Thi,” Aisa Unhone Kaha. Unhone Ye Bhi Kaha Ki Is Wajah Se Unhone Education Par Concentrate Krna Shuru Kar Diya Tha Apne Future Ke Liye.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »