India Ki Ek 47-Year-Old Swimmer Syamala Goli Second Women Aur 13th Person Bani Palk Strait Ke Across Swim Karne Wali. Ek Athlete, Ek Entrepreneur, Goli Ne Is Swim Ko “Indo-Lanka Friendship Event” Kaha Hai, Aur Ye Second Time Hai Jab Unhone Open Water Mei 30km Swim Kiya Hai.
Goli Ne Indian Media Se Kaha Ki Wo Strongly Believe Krti Hai Ki Palk Strait Cross Krna “Puri Womanhood Ke Liye Ek Achievement Hogi Aur Wo Hope Karti Hai Ki Isse Sabhi Women Ko Inspiration Milegi Higher Aim Krne Ke Liye Aur Ye Believe Krne Ke Liye Ki Kuch Bhi Impossible Nahi Hai.”
Goli Ne Telangana Ko Represent Kiya Hai Gwanju Mein Hui 2020 FINA World Masters Championship Mein. Nov. 2020 Mein Unhone Patna Mein Great Ganges River Mein 30km Swim Kiya Aur 110 Minutes Ki Timing Ke Sath 6th Position Secure Kiya Tha.
India Ke Mihir Sen First Swimmer The Jinhone 1996 Mein Palk Starit Ko Successfully Cross Kiya Tha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi