Marine Life Ki Awareness Raise Ke Liye 10 Swimmers Ne Kiya Open Water Swim

Gujarat Ki Marine Life Ki Awareness Badhane Ke Aim Se Aur Saurashtra Coast Ko Adventure Sports Tourism Ka Destination Banana Ke Liye, 10 Swimmers Ne Ek Expedition Mei Embarked Kiya Aur Dwarka Se Somnath Temple Jo Ki Gir Somnath Mei Hai Waha Tak Open Sea Mei Swimming Kiye.

Swimmers Ko Unke Kayaks Pr Dwarka School Ke Hi 10 Swimmers Ne Bhi Joined Kiya Tha. In Swimmers Mei Six Girls Aur Ek Women Thi Aur 4 Boys & 1 Men The. Simultaneously, NDH High School Ke Ten Students, Dwarka Ne Bhi Apne Kayaks Sea Mei Utare Aur Somnath Ki Taraf Badhne Lage.

First Day, Team Ne Shankar Tekri Area Tak Swim Kiya, Jo Ki Dwarka Se Around 10 Km Hai. Bankim Joshi, Jo Ki Ek Swimming Coach Hai Rajkot Municipal Corporation Ke, Jo Swimmers Ko Coach Bhi Kr Rhe Hai Unhone Kaha Hai Ki Ye Swimmers 15-27 Age Group Ke Hai.

“Iska Objective Hai Children Ko Nature Ki Taraf Bhi Laya Jaye Aur Encourage Kiya Jaye Apne Chaaro Taraf Dekhne Ke Liye, Unke Mobile Phone Ke Alawa Bhi Koi Duniya Hai Ye Unhe Samjhaya Jaye, Iske Sath Hi Marine Life Ko Aur Use Jo Risk Hai Pollution Aur Irresponsible Fishing Particles Se Use Highlight Kiya Jaye,” Joshi Ne Kaha(TOI).

Ye Expedition Jointly Organised Kiya Jaa Rha Hai, Rajkot District Swimming Association In Collaboration With The Tourism Corporation Of Gujarat Limited Aur State Government Ke Dwara.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

1
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

1 Comment
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments
Tbird
2 years ago

Wait. What?

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »