4th Khelo India Youth Games 2023 Mein Vedaant Ke Jeete 5 Gold & 2 Silver

R Madhavan Ke Bête Vedaant Madhavan, Jinhone Khelo India Youth Games 2023 Mein 7 Medals Jeeta Hai. Competition Mein Vedaant Ne Five Gold Medals Aur Two Silver Medals Jeeta. Madhavan Ne Twitter Par Apne Bete Ki Photos Bhi Share Kiya Twitter Par Unke Honours Ke Sath Taaki Unke Admirers Ke Sath Momentous Milestone Ko Rejoice Kiya Jaa Sake.

R Madhavan Ne Maharashtra Team Ki Bhi Tareef Ki Hai Points Table Par First Par Aane Ke Liye Championship Ke Dauran. Team Ne 161 Medals Receive Kiya Jisme Se 56 Gold Medals, 55 Silver Medals Aur 50 Bronze Medals Included Hai.

R Madhavan Apne Bete Ke Biggest Fan Rahe Hai Hamesha Se Hi. Unhone Kai Baar Apne Bête Mein Apna Pride Expressed Kiya Hai. Madhavan Aur Unki Wife Dubai Moved Kar Gye The Apne Bête Vedaant Ko Unke Olympic Preparations Mein Assist Krne Ke Liye.Apni Jeet Se Vedaant Ne Last Year Kai Baar Headlines Banai Thi, Jisme Danish Open Mein Gold Medal Bhi Include Tha.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »