2nd Class Ke Boy Ne 18 Min Me Cross Kiya Yamuna River – Indian Swimming News

Ek Eight-Year-Old Boy, Shivansh Mohile Jo Ki Uttar Pradesh Ke Prayagraj Se Belong Karte Hai Unhone Ek Record Set Kiya, Yamuna River Ko Sirf 18 Minutes Mei Cross Kar Ke.

Is Month Ke Pahle Ye Record Aradhya Srivastava Ne Banaya Tha, Yamuna River (About 250 Metres) Ko 22 Minutes Mei Cross Kar Ke.

Shivansh Ne Apne Trainers Ko Bhi Stunned Kar Diya Unhone Unke Is Determination Aur Efforts Se River Cross Krne Ke Baad Kaha Shivansh Ne Ye Kaam Apne Age Group Walo Se Kam Time Mei Complete Kar Liya Hai.

Shivansh, Tagore Public School, Prayagraj Ke 2nd Class Ke Student Hai Ne Apni Swim Meerapur Sindu Sagar Ghat Se Accomplish Ki Aur River Bank Ke Other Side Pahoche.

Unke Trainer, Tribhuwan Nishad Ne Kaha Ki Is Ladke Ne Apne Mummy-Papa Ke Liye Bhi Laurel Laaya Hai Yamuna River Ko 18 Minute Mei Cross Kar Ke.

Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »