2019 World Champions Jo Wapas Aa Chuke Hai Water Me, Jari Hai Inki Training

World Ki Bahot Saari Countries Lockdown Ke Various Stages Mei Hai, Kuch Swimmers Abhi Bhi Pool Mei Nahi Jaa Paa Rahe Hai Aur Wahi Kuch Swimmers Return Aa Chuke Hai Training Ke Liye. Below, Humne 2019 Ke Sabhi Individual World Champions Ke Bare Mei Media Reports, Social Media Posts Aur Bhi Kai Indicators Ke Through Ye Pata Lagaya Ki Ye Swimmers Water Mei Return Aaye Ya Nahi.

Women’s World Champion’s

Simone Manuel & Katie Ledecky- Dono Hi Greg Meehan’s Pro Group Ke Members Hai, Multiple Event World Champions Ka Ye Pair Water Mei Return Aa Chuke Hai Aur Stanford Campus Ke Paas Family Ke Two-Lane 25-Yard Backyard Pool Mei Training Kar Rahi Hai.

Lilly King: Apne Fellow Indiana Pro Group Members Ke Saath King Apni Training Continue Kar Rahi Hai, Wo Bhi Kaafi Chhote Pool Mei. Ye Unclear Hai Ki Ye Ongoing Hai Ya One-Off Tha.

Sarah Sjostrom: Apne Home Nation Of Sweden Mei Training Kar Rahi Hai, Ye One Of The Country Hai Jisne Throughout Tha Pandemic Far Looser Restrictions Experience Kiya,Sjostrom, World Ke Un Small Group Pf Swimmers Mei Se Ek Hai Jinhone Apni Training Continue Ki Hai Thodi Bahot Ya Bina Kisi Stoppage Ke.

Maggie Macneil: Canada Ke Apne Ghar Mei Training Kar Rahi Hai, Macneil Ne Poer Tower Aur Backyard Pool Ka Use Kiya Hai Quarantine Ke Time Apni Training Ko Maintain Rakhne Ke Liye.

Boglarka Kapas: Kapas Un Hungarian Swimmers Ke Group Se Hai Jo Positive Aaye The Coronavirus Test Mei, Wo Bhi Recently Hi Pool Mei Return Aa Gai Hai.

Katinka Hosszu: Hosszu, Recently Hi Pool Mei Return Aa Gai Hai. Tough Field Mei Jo Ki Entirely Unhe Hi Consist Karti Hai Usme 200 Im Jeeta. Hungary Ne Apne Top Swimmers Ke Liye Duna Arena Open Kar Diya Hai, Aur Unme Se Kai Full Training Ke Liye Return Aa Chuke Hai 50-Meter Pool Mei Jisne 2017 World Championships Host Ki Thi.

Federica Pellegrini: Representing Italy, Jo Ki One Of The Countries Mei Se Hai Jo Covid-19 Pandemic Se Hardest Hit Hui Hai,Pellegrini Aur Unke Fellow Countrymen Ko Abhi Bhi Pool Mei Aana Baaki Hai.Pellegrini, Except Kar Rahi Hai Ki Monday Tak Pool Mei Wapas Aa Chuki Hai. Though, Unki Local Regional Government Agree Kar Chuki Hai Verona Training Center Ko Reopen Karne Ke Liye.

Yulia Efimova: Inhone Recently New House Mei Move Kiya Jaha Par Backyard Mei Pool Bhi Hai.Aur Wow Aha Par Training Karengi.

Men’s World Champion’s:

Caeleb Dressel: Hum Ye Kah Sakte Hai Ki Dressel Ko Abhi Bhi Pool Mei Aana Baaki Hai, Par Quarantine Florida Ke S&C Coach Matt Delancey’s Home Gym Se Dur Nahi Rakh Paye.

Sun Yang: 2019 World Championships Mei Yang Ko Fina Ke Dwara 8-Year Ka Suspension Diya Gaya Tha. Despite This Yang Ko Chinese National Team Camp Se Invite Issued Kiya Gaya Tha Jo Is Spring Mei Held Hone Wala Tha Par Baad Ye Unka Invite Revoked Ho Gaya Tha.

Florian Wellbrock: Germany Ke Kai Top Swimmers Ki Tarah Florian Bhi Pool Ka Use Training Ke Liye Kar Rahe Hai.

Adam Peaty: Peaty Ne Recently Hi Pool Mei Return Aaye Hai Aur Apni Training Kar Rahe Hai.

Daiya Seto: Limited Space Ka Use Karte Huye Seto Ne Apne Yard Mei Temporary Pool Aur Tether Banaya Hai.

Kristof Milak: The Man Jinhone Michael Phelps’ Ka World Record Broke Kiya Tha, Pool Mei Wapas Aa Chuke Hai.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »