Swimming Ke Baare Mei 40 Fun Facts

Swimming Ke Baare Mei 40 Fun Facts

Swimming Different Tarah Ki Exercises Offer Karne Ke Saath Saath Summer Ko Pass Karne Ke Liye Ek Fun Activity Bhi Hai. Bahot Saare Log Ise Meditation Ka Form Bhi Samajhte Hai.

Swimming Ke Bahot Saare Fun Facts Hai Jo Shayad Swimmers Bhi Nahi Jaante Honge. Swimming Ki Starting Toh Bahot Saal Pahle Ancient Time Mei Ho Gai thi Aur Tab Se Ab Tak Swimming Mei Bahot Saare Innovative Aur Interesting Changes Aa Gaye.

Aise Hi Kuch Interesting Facts Share Kar Raha Hu Jisse Aap Is Sport Ko Aur Bhi Appreciate Karenge.

Swimming History:

  • Waise Toh Aap Ne Swimming Karte Samay Swimming Goggles Ka Use Jarur Kiya Hoga. Par Kya Aapko Pata Hai Ki Swimming Mei Use Kiye Jaane Wale 1st Goggles Tortoise Shells Se Bane The.
  • Olympics Mei Pahli Baar 1896 Mei Swimming Introduced Ki Gait Hi.
  • Benjamin Franklin Ne Swim Fins Ko Invent Kiya Tha Taaki Water Mei Aur Bhi Effectively Swim Kiya Jaa Sake.
  • Abhi Toh Bahot Saare Swimming Pools Ban Chuke Hai. Par Kya Aapko Pata Hai Ki sabse Purana Swimming Pool Kab Aur Kaha Bana Tha? Sabse Oldest Swimming Pool Texas Mei 1915 Mei Bana Tha.
  • Aaj Ke Time Mei Swimming Ke Bahot Saare Forms Use Kiye Jaate Hai But Kya Aapko Pata Hai Ki Breaststroke Form Swimming Ka Sabse Oldest Stroke Form Hai.
  • Synchronized Swimming Popular Hui Thi 1940s & 1950s Mein By Actress Esther Williams Unke “Aqua Musicals” Mein.
  • First Swimming Races Japan Mei Hui Thi 36 BC Mei.

Impressive Swimming Stats:

  • Jyadatar Competitive Swimmers Ek Din Mei 6-12 Miles Swim Kar Lete Hai.
  • Ek Olympic Pool 850,000 Gallons Water Store Kar Sakta Hai.
  • Gertrude Ederle, 1926 Mei English Channel Swim Krne Wali First Woman Bann Gai Thi.
  • Mark Spitz Ne Olympics Mei Ek Hi Din Mei Sabse Jyada Gold Medals Jeetne Ka Record Tod Diya Tha Jab Unhone Ek Hi Din Mei 7 Gold Medal Jeeta Tha 1972 Games Mei.
  • Largest Swimming Pool Moscow, Russia Mei Bana Tha.
  • Longest Swimming Pool Casablance, Morocco Mei Hai. Ye 480 Meters Long Hai Aur 75 Meters Wide Jo 8.9 Acres Cover Karta Hai.
  • Iske Pahle Largest Swimming Pool U.S. Mei Tha (Fleishhacker Pool) Jo Ki San Francisco Mei Tha But Wo 1971 Mei Closed Ho Gaya Tha.
  • Don Schollander First Swimmer The Jinhone 2 Minutes For The 200 Meter Race Ka Record Toda Tha.
  • Freedivers Apni Breath Ko 10 Minutes Se Jyada Tak Hold Kar Sakte Hai.
  • Malaysian Resort Mei 643 Different Swimming Pools Hai.
  • Australian Ian Thorpe 1998 Mei Youngest World Champion Swimmer Bane The.

Weird Swimming Stuff:

  • Jyadatar Professional Swimmers Compete Karne Ke Pahle Whole Body Ko Shave Karte Hai.
  • Ek Space Shuttle Turbopump Ek Olympic Sized Pool Ko 25 Seconds Se Kam Mei Bhi Khaali Kar Sakta Hai.
  • Competitive Swimming World War 1 Ke Baad Jyada Popular Hui Thi.
  • Australia Aisi Country Hai Jo Swimming Ko Lekar Sabse Jyada Passionate Hai.
  • First Topless Male Swimming Suits 1935 Mei America Mei Worn Kiye Gaye The.
  • Japanese Samrai Ke Liye Swimming Ek Noble Skill Maani Jaati Hai.

Health & Fitness:

  • One Hour Mei, Swimming 40% Jyada Calories Burn Karti Hai Biking Se.
  • Swimming 30% Jyada Calories Burn Karti Hai Running Se Per Hour Mei.
  • Swimming Heart Aur Lungs Ko Strengthens Karti Hai.
  • More Than Half Of Competitive Swimmers Shoulder Pain Experience Karte Hai.
  • Swimming Exercise-Induced Asthma Improve Karti Hai.
  • Swimming Stress Aur Depression Kam Karti Hai.
  • Saltwater Mei Swim Karne Se Skin Detoxify Karte Hai Aur New Cell Growth Bhi Hoti Hai.
  • Swimming Jaisi Aerobic Activities Inflammation Reduce Karti Hai.

To Kaisi Lagi Ye Sabhi Swimming Fun Facts?

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »