Ryan Lochte – Meri 99-Year-Old Grandmother Ne Survive Kiya Covid-19

Olympic Swimmer Ryan Lochte Ne Kaha Ki Unki 99-Year-Old Grandmother Ne COVID-19 Survive Kiya, Ye Baat Ryan Ke Instagram Ke Post Se Sabke Samne Ayi.


COVID-19 Ek Disease Hai Jo Associated Hai Novel 2019 Coronavirus Se Jiski Wajah Se Is Saal Worldwide Pandemic Hua Hai. Aur Is Pandemic Ko Prevent Karne Ke Liye Swimming Ko Across The Globe Effectively Suspend Kar Diya Gaya Tha Taaki Ye Virus Spread Na Ho Sake.

Lochte Apni Grandmother Ko Pahle Bhi Fans Se Introduced Kara Chuke Hai Social Media Ke Through 2016 Mei Lochte Ne Apni Grandmother Ka Ek Video Post Kiya Tha Tab Wo 95-Years Ki Thi, Unhone Makeshift Olympic Torch Carry Kiya Hua Tha Apne Nursing Home Mei Jabki Unka Grandson Rio Mei Tha Aur Apne Banner Career Ka 12th Olympic Medal Jeet Raha Tha.

Lochte Abhi Bhi Hope Kar Rahe Hai Ki Next Summer Mei Hone Wale Wo Apne Fifth-Straight U.S. Olympic Mei Team Mei Jagah Bana Sake. Unhone 6 Gold Medals Jeeta Hai (1, 2004 Mei, 2008 Mei 2, 2012 Mei 2, Aur 2016 Mei 1 Aur Medal) Aur 200 IM Mei Wo Record Holder Bhi Bane Rahe. Lochte Is Summer Mei 36-Years Ke Ho Jayenge Aur Jab U.S. Apne Rosters Ko Select Karega Tab Wo Nearly 37-Years Ke Honge.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »