Ronnan Prine Lewis Ne India Book Of Records Me Darz Kiya Record

Ace Swimmer Ronnan Prine Lewis, Jo Ki Sirf 17-Years-Old Ke Hai Unhone India Book Of Records Mei Underwater Mei 50m Distance Covered Kar Ke Record Create Kiya.

Iske Regard Mei Ronnan Ko Jayakara Shetty Indrali, Jo Ki President Hai Udupi District Cooperative Union Ke Unke Dwara Ek Press Conference Mein Certificate Hand Over Kiya Gaya Friday Ko.  Ronnan  Son Hai Roshan Lewis And Shaila Lewis Ke Jo Ki  Residents Hai City Mei Brahmagiri Ke.

Ronnan Ne Ye Achievement Mangala Stadium Ke Swimming Pool Mei September Month Mei Achieve Kiya Tha. Unhone Under Water 50m Ke Distance Ko 54 Seconds Mei Covered Kiya Tha. Wo First PU Student Hai St Cecily’s PU College Of The City Ke.

Ronnan Ke Coach Chandrashekhar Shetty And Gopala Kharvi The. Ronnan Ab Planning Kar Rahe Hai Guinness Record Create Karne Ka  250 Meters Distance Underwater Cover Kar Ke. Iske Liye Wo Training Bhi Kar Rahe Hai.

Social Worker Raghavendra Prabhu Karvalu, Roshan Lewis And Shaila Lewis Bhi Is Mauke Par Present The.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »