Polio Survivor Ne Brahmaputra Mein 12hr Tak Continue Swim Karke Banaya Record

Specially Abled Swimmer Rimo Saha (31) Ne Friday Ko 12 Hours Mein 35 Km Total Distance Ki Swimming Karke Record Break Kar Diya Hai. Ye Unhone North Guwahati Ke Paas Brahmaputra River Ke Ek Part Mein Ye Kar Ke Dikhaya Hai. Inke Is Achievement Ke Phle, Kisi Swimmer Ka River Mein Maximum Amount Of Recorded Time 4 Hours Se Jyada Nhi Tha Kabhi.

Unke Against Mei Move Krte Huye Current Ne Unki Is Swim Ko Particularly Challenging Banaya. Aur Yhi Aur Worse Ho Jaata Hai Saha Ke Liye Kyu Ki Bachpan Mei Hu Polio Ho Jaane Ki Wajah Se Wo Swimming Krte Time Apne Legs Ka Use Nhi Kr Skti Thi Aur Is Wajah Se Unhe Apne Arm Ki Strength Par Rely Krna Padta Tha Current Ke Against Swim Karte Time.  Halaki, Saha Ne Current Ki Speed Ko Quantify Nhi Kiya, Unhone Kaha, “Har Ghante Jo Mai Spent Krti Thi, Current Mere Opposite Direction Mei Hi Move Krr Raha Tna Atleast 40-50 Minutes Tak.”

Saha, Jo Ki Howrah Ki Resident Hai, Unhone Add Krte Huye Kaha Ki Halaki Record Breaking Swim Baar Baar Delay Ho Rhi Thi , Fisherman Ne Informed Kiya Ki Ab Koi Bhi Delay Currents Ko Overcome Krne Ke Liye Aur Mushkil Bana Dega Kyun Ki Melting Glaciers Ka Pressure River Mei Hi Flow Ho Raha Hai.

Is Swim Ke End Mein, Saha Aur Unki Partner Elvis Ali Hazarika Ko At The Assam Swimming Federation Ne Fekicitate Kiya Certificate Aur Assam Book Of Records De Kar. In Duo Ne Friday Ko Subah 5 Baje Se Le Kar Shaam Ke 5 Baje Ke Beech Mei Swim Kiya Tha.

The Brahmaputra Swim Saha Ka Attempt Tha Another Record Breaker Ke Liye, Taaki Wo First Bengali Bane Jo English Channel Ko Both Ways Mei Swim Kare.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »