Bengaluru Swimmer M. Niranjan Ne Bataya Ki Kin Sportspersons Se Hue Wo Inspired

Bengaluru based Paralympic swimmer Niranjan Mukundan ne during lockdown khud ko busy rakha hai. Currently apni piano skills honing karte huye Niranjan ne six sportspersons ke bare mei baat ki jinhone unhe inspire kiya hai, on #QuickTakesWithBangloreTimes…

  1. Rahul Dravid: Start se hi ye mere role model rahe hai. Inhe khelte huye dekh kar mai grown up hua hu. I was lucky enough kyu ki one of the foundations ke mentor the jsime mai bhi associated the aur is wajah se mai inke under work kar paaya.
  2. Michael phelps: Wo abhi tak one of the best Olympians aur best swimmers mei se ek hai. Obviously wo unlogo mei se hai jinke jaisa mai banna chahta hun.
  3. Adam Peaty: I was fortunate ki maine Adam Peaty ke saath train kiya hai. As of now, wo fastest breaststroke swimmer hai in the world and I am a big fan of his.
  4. Christiano Ronaldo: I love Christiano. Mai inke football skills ka fan raha hu aur off the field bhi inhe bahot pasand karta hu. He is the best.
  5. PV Sindhu: Rio mei inka medal jeetna kaun bhool sakta hai. She is a star. Mai unka big fan raha hu aur unke khelne ke style ko bhi bahot like karta hu.
  6. MC Mary Kom: Maine hamesha se Mary Kom ko admired kiya hai. She’s been a big idol to me aur hamesha rahengi.

TOI

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »