10-Year-Old Kerala Girl Ne 3.5hr Tak Float Kar Ke Banaya Record – Indian Swim News

River Mei Float Krna Wo Bhi Periyar Ke River Mei Ye Koi Easy Task Nhi Hai. Is River Ki Depth 30 Feet Hai. Phir Bhi Kerala Se Belong Krne Wali 10-Year-Old Ki Avantika Chandran Ne Aise Mushkil Kaam Ko Continuously 3.5 Hours Tk Kr Ke Dikhaya Hai.

“Balki Unhone Koi Safety Gear Bhi Nhi Phna Tha Jb Tk Wo River Mei Afloat Kr Rhi Thi, Us River Mei Heavy Undercurrents Aate Hai,Unke Is Kaam Ne Ise Aur Bhi Daring Bna Diya Tha,” Avantika Ki Mother Dr Chitra Bose Ne Kaha. Avantika Ke Is Feat Ko Indian Book Of Records Aur Asia Book Of Records Ne Recognize Kiya Hai.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »