Swimming Ki Kuch Mistakes And Uske Corrections

Swimming Hum Sabhi Ke Liye Natural Nhi Hoti Hai Isliye Insano Ko Swimming Sikhana Padta Hai Aur Us Tarike Ko Sikhna Padta Hai Jisse Kam Se Kam Takat Me Jyada Achhe Se Swimming Ho, Ek Chij To Mai Keh Sekta Hu Ki Swimming Ko Sikhne Ke Liye Bahut Practic Cahiye Hoti Hai Bahut Time Time Dena Pa, dta Hai Aur Pool Ka Bar Bar Lap Legane Se He Swimming Me Perfection Aati Hai, Ye Article Swimming Ki Galti Aur Usko Kaise Shi Kre Uske Baare Me Hai

Freestyle Swimming:-

Mistake #1:- Head Ki Shi Position

New Swimmers Ke Sath Ye Mistake Bahut Common Hai Ki Vo Apne Head Ko Sidhe Nhi Rakh Pate Hai Swimming Kerte Wqt Sans Lene Ke Time Par Swimmers Apne Pure Head Ko Upar Utha Lete Hai Jo Ki Bilkul Galat Hai Isse Sirf Pani Me Ek Rukawat Banti Hai Isko Shi Kerne Ke Liye Swimmers Ko Apne Head Ko Naturally Ghuma Ke Side Se Saans Lena Cahiye.

Mistake #2:- Chote Swimming Strokes

Ye Mistake Mostly 80% Swimmers Me Dekhi Jati Hai Jb Wo Thak Jate Hai(Muscles Me Lactice Acid Bnne Ke Karan) Aur Chote Stroke Ko Kerne Lagte Hai,Freestyle Swimming Kerne Ka Sabse Achha Tarika Yeh Hai Ki Swimmers Ko Apne Hatho Ko Apne Head Ke Samne Se Kerna Cahiye Chote Stroke Ko Kerte Wqt Bhi Haath Head Ke Aage Se Jata Hai Lekin Finishing Ke Wqt Swimmers Ko Long Stroke Wale Swimmers Se Jyada Stroke Kerna Padega Chote Stroke Kerne Se Swimmer Jyada Doori Nahi Cover Kr Pate Hai, Islye Humesha Long Stroke Pr He Dhyan Dena Cahiye

Mistake #3:- Kick

Kick Mai Normally Two Type Ki Mistake Dekhne Ko Milti Hai First Weak Kick Aur Dusri Over Kick Agar Apne Kabhi Kick Board Lekar Sirf Kick Ki Help Se Swimming Pool Ka Lap Lgana Caha Aur Apki Kick Dheemi Ka Kamjor Hai To Ap Dekhenge Ki Ap Kafi Muskil Se Aage Badh Rhe Hai Ek Achhi Kick Ke Liye Ankle Mai Lachilapan Hona Bahut Jaroori Hai Iski Kami Hone Se Kabhi Kabhi Ye Bhi Dekha Gya Hai Ki Fins Ka Use Kerte Wqt Legs Me Akdan Aane Lagti Hai Isliye Ankle Me Lachilapan Hona Bahut Jaroori Hai Kamjor Kick Ko Shi Kerne Ke Liye Jaroori Hai Ki Daily Kick Ke Kuch Workout Kerne Cahiye

Swimming Kerne Ki Shi Technique:-

Agar Ap Bilkul New Swimmer Hai To Sbse Pehle Apko Swimming Ki Kuch Basic Technique Janna Bahut Jaroori Hai Ek Baar Basic Technique Ko Samjhne Ke Baad Ap Swimming Pool Mai Jyada Relax Feel Kerenge.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »