Special Olympics Me Praveen Ne Jeeta Gold

Ek Chote Se Village Ka Rahne Wala Praveen Chaudhray Jisne Freestyle Swimming Competition Mai 2 Gold Medal Apne Desh Ke Naam Kiye.

Praveen Chaudhary Ne Abudhabhi Mai Planned Special Olympic Games Mai Free Style Swimming Competition Mai 2 Gold Medal Apne Naam Kiye Aur Is 2 Gold Medal Se Praveen Ne Apne Chote Se Village Ka Naam Famous Kr Diya Hai. Praveen Ne First Gold Medal 1500 Meter Free Style Ke Competition Mai Apne Naam Kiya Whi Apna Second Gold Medal Inhone 800 Meter Free Style Event Mai Archive Kiya

Apko Bta De Ki Abudhabi Mai Special Olympic Games 14 Se 21 March Tk Ke Liye Chal Rhi Hai. Is Competition Mai Kareeb Kareeb 200 Country Participate Kr Rhi Hai

Kitna Proud Feel Hota Hai Na Jab Humare India Ka Koi Player Kisi Dusre Desh Mai Ja Kr Apne Desh Ka Naam Ucha Kerta Hai. Aur Jabki Praveen Ke Pass Sari Facility Bhi Nhi Maujood Thi

Team Swimswam Ki Taraf Se Praveen Ko Hardik Subhkamnay Wo Apni Life Mai Isi Tereh Aage Badhte Rahe Aur Apne Desh Ka Naam Ucha Kerte Rhe.

Source: Dainik Bhaskar News

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Facebook► SwimSwam Hindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »