Protein Use Karne Ka Sahi Trika – Swimming Tips In Hindi

Hello Dosto Kaise Hai Ap Log Apne Humare Purane Articles Ko Kafi Pasand Kiya Uske Liye Thanks Aur Aplogo Ke Liye Mai Laya Hu Ekdm Fresh Aur Ekdm New Articles Aur Is Article Ko Pura Zaroor Padhiyega, Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai.

Protein Yuva Players Ke Beach Ek Sensitive Topic Hai Ek Din Ek Swimmer Ne Mhujhe Mail Kiya Aur Pucha Ki Ap Protein  Ke Bare Me Kya Sochte Ho? Isko Padhne Se Pehle Apko Ye Baat Pta Honi Cahiye Ki Body Ko Jaldi Energy Carbohydrate Se Milti Hai Aur Protein  Apki Mussels Ko Badhane Me Madad Kerta Hai Isliye Carb, Protein Aur Fat Ki Shi Jankari Apko Kisi Docter Se Leker He Apne Khane Ka Chart Khud Tyar Kerna Cahiye.

Other Swimmiers Mhujhse Puchte Hai Ki Unko Kitna Protein Lena Cahiye Aur Kis Brand Ka Best Protein Hai Ya Kabhi Kabhi Kuch Parents Complain Kerte Hai Ki Unke Bachho Ko Ghar Ka Khana Pasand Nhi Hai Game Ki Duniya Me Protein Ek Jadui Abhar Hai Kuch Young Athletes Ka Manna Hai Ki Protein Ke Bina Improve Nahi Kiya Ja Skta, Protein Young Player Ke Kafi Importance Rakhta Hai Sabhi Poshak Tatvo Ki Zaroorat Insaan Ko Hoti Hai Jo Swimmer Grow Kr Rha Hai Usko Carbohydrate Aur Protein Ki Zaroorat Hoti Hai Aur Ye Sabhi Kafi Important Bhi Hai Ek Poshak Tatva Ki Bahut Kam Ya Zyada Khurak Athlete Ke Lambe Time Ke Liye Kaam Nhi Kerta Aur Iske Sath Kuch Kamiya Bhi Aa Sekti Hai.

Neeche Kuch Aam Galtiya Di Gyi Hai Jo Aksar Swimmers Se Ho Jati Hai :-

 

  • Bhojan Me Paryapt Protein Nhi

 

Ap Mans Ya Sem Ki Tereh Protein Ke Bare Me Soch Rhe Hai Ya Ap Dieting Kerte Hai Ya Ek Vegetarian Hai Jo Protein Ka Sanytra Stroto Se Door Hai To Ap Kam Matra Ki Protein Le Rhe Hai Bahut Kam Protein Wridhi Aur Vikas Ke Liye Khrab Hai Aur Bimariyo Ke Liye Uchha Jokhim Bhra Kadam Hai.

 

  • Protein Sources Ko Bhojan Me Add Kre

 

Kyi Young Athlete Apne Bhojan Me Aur Protein Jodna Cahte Hai Taki Vo Jyada Teji Se Improve Kre Iske Peeche Ek Trust Hai Ki Atirikt Protein Jyada Mussels Ke Liye Jyada Shakti Dete Hai

Exercise , Weight Training Aur Ek Healthy Food Help Kerta Hai Young Athlete Mussels Ki Power Badhane Ke Liye Chote Bachhe Me Mussels Ka Utna Koi Role Nhi Hota Lekin Vo Khud Ko Takatwer Bna Sekte Hai Jb Hormone Ka Lavel Sbse Upar Hota Hai Yhi Kishor Awastha Me, Tb Manspeshiya Badi Hoti Hai Aur Majboot Hona Suru Kr Deti Hai.

 

  • Charbidar Protein Chune

 

Jyada Vasa Apko Jyada Calories Dega Aur Jisse Apke Body Ko Nuksaan Bhi Jhelna Pad Sekta Hai Isliye Jyada Protein Wala Sorce He Chune.       

Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare.

Join Us:-

Google Plus:- Swimswam Hindi

Facebook:- Swimswam Hindi

Pintrest:- Swimswam Hindi

Flipboard:- Swimswam Hindi

Join Swimswam Hindi Whatsapp Daily Update Ke Liye:- +91 81879 96947 Ya Link Ki Madad Se Bhi Add Ho Skte Hai :- Swimswam Hindi

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

1
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

1 Comment
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments
kamaljeet
6 years ago

True sir

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »