Professional Swimmer Banne Ki Kuch Khas Tips

Koi Ferk Nhi Padta Ki Ap Kis Level Ke Swimmer Hai Ap Humesha Pool Me Apne Swimming Me Sudhar Kerne Ke Liye Kuch Behtreen Tarike Khojne Ki Kosis Kerte Hai Bhle He Apne Swimming Sirf Apne Mje Ke Liye Ya Fit Rehne Ke Liye Li Ho Ap Humesha Ek Khoj Me Rehte Ho Kya Chij Better Swim Kerne Ke Liye Kya Kerna Hoga Apni Body Ko Fit Bnane Ke Liye Apni Mussels Aur Jodo Ko Majboot Bnanne Ke Liye Aur Swimmer Upkaren Ka Use Krke Apni Swimming Ko Kaise Better Kr Sekte Hai

Yha Kaise Mahan Swimmer Bna Ja Sekta Hai Iske Liye Kuch Lines Me Advise Di Gyi Hai

  • Ek Swimming Group Bnao
  • Ek Swimming Club Join Kro
  • Ek Achhi Swimming Team Join Kro
  • Apna Stroke Ko Analysis Kro
  • Quality Is Better Than Quantity
  • Flip Turn Ko Fast Kaise Kar Skte Hai Us Par Kaam Kro
  • Swimming Me Jyada Tym Drills Pe Do
  • Khud Ko Jyada Time Do

Ek Mahan Swimmer Banne Ke Liye Km Age Me He Swimming Clubs Ko Join Krna Shi Hota Hai(90% Case):-

Jb Apke Pass Koi Nhi Hota Baat Kerne Ke Liye Tb Ap Apna Sbse Achha Dost Swimming Pool Ko Bnaiye Ek Swimming Club Join Kerne Se Apke New Friends Bnenge Aur Sath He Sath Apki Swimming Bhi Improve Hogi Aur Other Swimmers Ke Sath Swimming Kerne Se Apka Ek Target Banne Lgega Ki Apko Aur Tej Swim Kerna Hai.

Small Area Se Bahar Nikle:-

Chote Talab Ka Aaram Choro Kyuki Ab Ap Pehli Baar Badi Fishes Ke Opposite Competition Kerne Ja Rhe Hai Jisse Apko Ehsaas Hoga Ki Abhi Kitna Adhik Kaam Aur Kerna Baki Hai Aur Kis Kis Type Pe Kaam Kerna Hai.

Parents Ya Kuch Achhe Dost Hote Hai Jo Swimming Pool Me Apko Support Karte He, Hmesa Unhi Jaise Logo Ke Sath Rhne Ki Adad Dale, Kyuki Wo Kafi Important Hai.

Friends Ka Support :-

Kuch Friends Aise Bhi Hai Jo Apke Practice Ke Time Apke Support Me Rehte Hai Jo Apko Humesa Motivate Kerte Hai Is Veykti Ko Apke Sath Practice Kerne Ki Zaroorat Nhi Hai Lekin Agar Ap Nirash Hote Ho To Vo Humesha Apko Prerit Kerne Ke Liye Aur Humesha Ke Liye Ap Aage Badhe Ye Koshish Kerte Hai.

Join Us:-

 

 

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »