Olympic Champions Kyle Chalmers Ki 3rd Baar hui Dil Ki Surgery

2019 FINA World Championship Me Male 100m Freestyle Me Silver Lene Ke Kuch Week Baad, Australia Ke 21 Years Ke Kyle Chalmers “Supraventricular Tachycardia (SVT)” Ki Condition Se Nikalne Ke Liye Ek Or Heart Surgery Karwa Rhe Hai.

Heart Ki Is Condition Me Jo Symptoms Ko Milte Hai Wo Hai Dil Ki Heartbeat Tez Hona, Breathing Me Dikkat And Neck Me Ek Sansani Hona Shamil Hai.(Mayo Clinic) Iske Phle American Breaststroke Icon Rebbeca Soni Sath Hi Australia Ke Jack Cartwright Me Bhi Yahi Condition Dekhi Gyi Thi.

“3rd Time Lucky Crossed Fingers Ne Aaj Heart Surgery Ko Paar Kar Liya Aur Problem Ko Ek Baar Or Sabhi Ke Liye Theek Kar Diya, Fir Se Pyar Or Support Ke Liye Sabhi Ka Dhanywaad,” Kyle Ne 26 August Ko Apne Instagram Par Post Krte Hue Bola.

2017 Me Chalmers Ki Surgery Hui, Jisne Unhe Uss Year Ki World Championship Se Bahr Rakha Aur Uss Year Ke South Australian Division Se Milne Par Unke Recing Wapis Shuru Hui.2018 Commonwealth Games Me 4 Gold Jeetkar, Apni Performance Ko Speed Dene Ke Liye, Freestyling Dynamo Me Jyada Time Nahi Lga. Unhone Iss Year Ke Austrailian National Championshop Me 3 National Khitab Jeete Aur 2019 Ke World Championship Me Gwangju Me 100m Freestyle Me Silver Ke Sath 4 Medals Ke Sath Apne Season Me Top Ki Position Hasil Kiya.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »