Kick Karne Ki Best Technique

To Jaisa Ki Apne Pichle Article Me DPS(Distance Per Stroke), Head Ki Correct Position Or Small Stroke Ke Bare Me Jana, Aaj Ham Usi Ke Next Part Ki Baat Karne Ja Rhe Hai Jisme Ham Kick Ke Bare Me Janege Kyuki Swimmers Ko Lgta Hai Jiski Kick Se Jitna Pani Uchlega Uski Kick Me Jyada Power Hai Jo Ki Galat Hai Aisa Kuch Bhi Nahi Hota Hai, Kick Ki Sahi Technique Se Swimmers Apne Starts, Turn, Finishing Kafi Improve Kar Skte Hai Lekin Abhi Bhi Kahi Na Kahi Swimmers Ye Baat Smjh Nahi Pa Rhe Hai.

Agar Swimmers Technique Ke Sath Swimming Sikhta Hai To Ye Confirm Hai Ki Wo Improve To Krega Hi But Jo Swimmers Apne Dimag Me Ye Baat Baitha Lete Hai Ki Body Bnake, Gym Me Jyada Time Deke Wo Swimming Me Improve Kar Lenge To Definitely Wo Kahi Na Kahi Galat Track Par Hai, Kyuki Gym Karke Aapko Sirf Shuru Me Ek Sudden Change Milega Or Apko Lgega Ki Gym Se Hi Improvement Hoga But Wo Sudden Change Sirf Ek Baar Hoga Uske Baad Aap Jitna Gym Krenge Apni Body Utni Tight Hoti Jayegi Or Fir Improve Karna Kafi Difficult Ho Jayega.

KICK

Apne Boat Jarur Dekhi Hongi, Lekin Jab Boat Chalti Hai To Kya Apne Uske Propeller Ko Pani Ke Uppar Chalte Hue Dekha Hai?? Nahi , Kyuki Propeller Ka Kaam Hota Hai Pani Wo Piche Ki Or Push Krna Naki Hwa Ko Right? To Samne Chiz Swimming Me Hoti Hai, Swimmers Ke Leg Unke Propeller Hote Hai Or Swimmers Ki Body Ek Boat, Jab Swimmers Apne Leg Water Surface Ke Niche Karke Chlayenge Tabtak Unki Body Ko Ek Accha Momentum Milega, Naki Water Surface Ke Upar Kick Karke Se Momentum Milega, Water Surface Par Kick Karne Se Sirf Dekhne Me Lgta Hai Ki Kick Kafi Achi Chal Rhi Hai.

Swimmers Sayad Isliye Bhi Apni Kick Water Surface Ke Upar Chlate Hai Kyuki Water Surface Par Kick Karna Jyada Easy Hota Hai As Compared To Water Surface Ke Niche Kick Karne Se. But Fir Bhi Unko Agar Improve Karna Hai To Jo Sahi Technique Hai Use Hi Krna Pdega.

6-8cm Niche Kick Karna Perfect Hota Hai Or Isko Practice Karte Wakt Hi Use Me Lana Chahiye Taki Iske Liye Alag Se Practice Na Karni Pde.

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »