Garmiyo Me Sikhe Swimming

Hello Dosto Kaise Hai Ap Log Apne Humare Purane Articles Ko Kafi Pasand Kiya Uske Liye Thanks Aur Aplogo Ke Liye Mai Laya Hu Ekdm Fresh Aur Ekdm New Articles Aur Is Article Ko Pura Zaroor Padhiyega, Ye Article Pranjal Pal Dwara Likha Gya Hai.

Agar In Garmio Ki Chutti Me Swimming Sikhi Jay To Kaisa Rehega Swimming Kerne Se Jha Apki Heath Ekdm Shi Rehti Hai Whi Iske Aur Bhi Bahut Sare Benefit Hai

Garmi Ki Chuttiyo Ka Istmaal Kuch Neya Sikhne Me Kiya Jay To Isse Achha Aur Kuch Nhi Waise Swimming Kerna Bda Mazedar Legta Hai To Q Na Is Baar Swimming He Sikhi Jay Iske Bahut Bade Fayde Hai Delhi Swimming Accessions Ke Wise President Aur Delhi Public School Ke Coach Rajkumar Btate Hai Bachhe Swimming Sikhe To Yeh Unke Bade Kam Aaygi Ye Aisa Game Hai Jisme Pair Ke Nails Se Leker Sr Ke Baal Tk Ki Exercise Ho Jaygi Yani Body Ki Hr Anag Ki Exercise Swimming Se He Hoti Hai Aur Jb Purebody Ki Exercise Hogi To Apki Body Kaisibanegi Ap Khud He Andaza Lga Sekte Hai

Waise Jo Bachhe Swimming Pasand Kerte Hai Unhe Isse Bahut Labh Milta Hai Ye Labh Unki Body Ke Liye Bahut Upyogi Hota Hai Dekhiye Kaise Jb Swimming Kerte Hai To Pure Body Ki Kya Movement Hoti Hai  Yhi Movement Body Ko Lachila Bnata Hai Aur Isse Heart Aur Lungs Ekdm Shi Rehte Hai Inse Body Me Majbuti Aati Hai Aur Kyuki Body Se Swimming Ka Blood Serculate  Hota Hai Aur Yhi Nhi Jin Bachho Ki Lambai Me Kmi Hoti Hai Swimming Un Bachho Ki Lambai Bhi Badha Deti Hai In Sb Benefits Ke Alawa Swimming Se Hone Wale Aur Bhi Benefits Hai Swimming Se Mussels Bhi Kafi Lachheli Bni Rehti Hai Sirf Itna He Nhi Swimming Ke Khub Dhr Sare Benefits Hai Isi Liye To Kha Jata Hai Gym Me Pasina Bhane Se Achha Hai Ki Ap Swimming Krke Apna Stamina Badhay Aur Ekdm Fit Rhe.

Facebook Par Swimswamhindi Ko Jarur Like Kare.

Join Us:-

Google Plus:- Swimswam Hindi

Facebook:- Swimswam Hindi

Pintrest:- Swimswam Hindi

Flipboard:- Swimswam Hindi

Join Swimswam Hindi Whatsapp Daily Update Ke Liye:- +91 81879 96947 Ya Link Ki Madad Se Bhi Add Ho Skte Hai :- Swimswam Hindi

Join Swimswam Hindi Whatsapp :- +91 81879 96947 Or Swimswam Hindi Whatsapp Link:- Https://Chat.Whatsapp.Com/6rn76yu70mrdnplmoh4hri

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale KO Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »