FINA Ne Tokyo Olympics Ke Liye Suspend Kiye 2 Russian Swimmers

Two Russian Swimmers Jo Ki Tokyo Olympics Mei Compete Karne Ke Liye Set The Unhe World Governing Body FINA Ne Provisionally Suspend Kar Diya Hai Anti-Doping Violations Ke Liye. Alexandr Kudashev Aur Veronika Popova Andrusenko Ko World Anti-Doping Agency Ne Jo Evidence Supply Kiya Tha Uske Base Par Suspend Kar Diya Hai, According To FINA.

Evidence Jo Ki WADA Ke “Examination Of Materials” Se Aaya Hai Use Former Moscow Anti-Doping Laboratory Se Recovered Kiya Gaya Hai, Isme Lab’s Management Information System Bhi Include Tha. Kudashev Aur Andrusenko Non-Federation Russians Ke Liye Compete Karne Ko Set The. Russian Federation Barred Ki Gai Hai As A Country Ki Tarah Tokyo Mei Compete Karne Ke Liye Is Ongoing Doping Issues Ki Wajah Se Jise WADA Ne Found Kiya Hai.

Andrusenko Ne Russia Ke Liye 2012 Aur 2016 Mei Olympics Ke Several Events Mei Compete Kiya Tha. In 30-Year-Old Swimmer Ne 2019 International Swimming League Mei Bhi Compete Kiya Tha. Kudashev First Time Olympics Mei Compete Kar Rahe The. 25-Year-Old Swimmer 2019 World University Games Mei Gold Medalist Bhi Rah Chuke Hai.

“FINA Grateful Hai WADA Ke Liye, Unke Diligence Ke Liye Taaki Tokyo 2020 Mei Clean Competition Ho Sake,” New FINA President Husain Al-Musallam Ne Ek Statement Mei Kaha. “FINA Fully Committed Hai Clean Athletes Ko Protect Karne Aur Tokyo 2020 Mei Clean Competition Ko Promote Karne Ke Liye.”

FINA Ka Out Of Competition Testing Aur Test Distribution Planning Handled Kiya Jaata Hai International Testing Agency Dwara, Jo Ki Tokyo 2020 Anti-Doping Program Bhi Handle Karta Hai Behalf Of The IOC.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »