Competition Day Ke Ek Din Phle Ki Tyari

Agar Aap Se National Ya International Level Ke Swimmer Hai To Jahir Taur Pr Aap Dinbhar Me Ghanto Practice Kerte Honge Aur Kafi Time Apne Strokes Ko Aur Sudharne Me Lge Rehte Honge, Apne Coach Ke Sath Ghanto Drills Pr Focus Kerte Honge Ap Race Se Pehle Tk Kafi Hard Work Kerte Hai Aur Uske Baad Bhi Kuch Extra Time Dete Hai Taki Thora Aur Improvement Ho Jay, Itna Sab Kerne Ke Baad Ap Khud Ko Puri Tereh Apne Ap Ko Race Ke Liye Prepare Samjhte Hai Lekin Race Ke Din Hi Kuch Swimmers Aisi Galti Kr Dete Hai Jo Ki Bahut Bada Lose Ka Reason Ban Jati, Aur Ye Three Badi Galtiya Basic Life Se Judi Hui Hai. Aaj ka ye article Pranjal Pal dwara likha gya hai agar aap bhi koi tips ya workout share karna chahte hai to aap hme Whatsapp ► +917237873486 Kar skte hai.  

The First Mistake :- Race Ke Ek Din Pehle Experiment Kerna

Ek Achhe Level Ke Swimmer Hone Ke Karen Ye Jaroori Hai Ki Swimmer Apne Routine Pr Atal Rhe Aur Apne Body Ko Humesha Hydrate Rakhe. Race Ke Ek Din Pehle Isse Koi Khilwad Nhi Kerna Cahiye Race Ki Ek Rat Pehle Koi Bhi Khana Aisa Nhi Khana Cahiye Jisme Carb Ki Quantity Jyada Ho, Ek Limit Se Jyada Carb Dene Se Body Ko Jyada Quantity Me Carb Ko Carb Has To Digest Kerna Padta Hai Aur Jiske Karen Body Ke Dyzaction Me Problem Aa Sekti Hai, Aur Jo Apko Race Wale Thi Tired Feel Kra Sakti Hai.

Race Ke Beech Me Snacking Ke Liye Apke Pass Kuch He Time Hota Hai Man Lo Apke Pass 30 Minutes Ka Time Hai To Apka Focus  Fluids Should Be Compensated Hona Cahiye Har 15 Minutes Me 4-5 Oz Ka Target Kerna Cahiye Lunch Me Ap Banana, Grapes , Watermelon Jaise Protean Yukt Fruits Pr Jyada Focus Kerna Cahiye.

Agar Apko Race Ke Beech Me Break Time Milta Hai Jaise 1-2 Hours Ki Tereh To Us 1-2 Hours Apko High Level Sugar Aur High Level  Glycemic Carbohydrate, Ye Apki Body Me Problem Kr Sekte Hai Isliye Inse Door He Rehna Cahiye Protein Taral Padarth Ya Ek Sport Drink Ke Sath Carbohydrate Body Tk Pehuchane Ke Liye Koshish Kre Aisa Koi Bhi Food Na Khay Jisse Apke Pet Me Problem Ho.

Second Mistake:- Energy Ko Shi Se Na Manage Kerna

Competition Ke Kuch Weeks Pehle Practice Volume Ko Kam Kiya Jata Hai Aur Sirf Khas Hisso Pr He Kaam Kiya Jata Hai Aur Use Improve Kiya Jata Hai Aur Isi Beech Swimmers Ko Lagta Hai Ki Unke Andar Energy Jyada Aa Gyi Hai Ye Energy Whi Hai Jo Swimmers Lambe Workouts Me Use Kerte Aa Rhe Hai, Aur Is Influx Pe Kabu Kerna Bahut Challenging Ho Jati Hai Is Liye Is Extra Energy Ko Competition Ke Liye Bacha Ke Rakhna Cahiye

Third Mistake :- Apni Nind Puri Na Kerna

Jyadatar Swimmer Jante Hai Ki Practice Unke Liye Bahut Zaroori Hai Lekin Sone Ki Importance Ke Bare Me Kya? Ye Ek Aisa Tatva Hai Apke Sports Life Ka Jo Apki Performance Badha Bhi Sekta Hai Aur Ghata Bhi Sekta Hai To Kya Nind Humare Food Ki Tereh Hai Hoply Kuch Sudhar Kerne Pr Ek Nazar Lene Layak Hai? Sone Ke Importance Ke Bare Me Janiye

Ek Achhi Nind Hum Sabhi Ke Liye Important Hai Jb Hume Ye Nhi Milti Hai To Ye Humari Mental Conduction Ko Prabhavit Kerti Hai Glucose Ke Metabolism Ko Badhit Kerti Hai In Negative Results Se Bachne Ke Liye Scientist Ka Opinion Hai Ki Ek Achhi Aur Helthy Nind 8 Ghanto Ke Liye Bahut Hai

Nind Humare Brain Aur Body Dono Ko Power Supply Kerti Hai Aur Agar Nind Kam Li Jay To Body Ki Practice Ke Liye Time Nhi Milta Important Roop Se Non- Rem Nind Me Athletes Ke Recovery Ke Liye Important Hai Kyuki Yhi Time Hai Jb Body Ke Hormones Jyada Active Hote Hai

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

 

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »