Asian Games 2018 Me China and Korea Honge Toughest Opponents- Sejwaal

Sandeep Sejwal, Jo Ankle Injury Ke Karan 2018 CWG Me Participate Nahi Kar Paye Unka Manna Hai Ki Aisan Games Me Participate Karne Wali India Team Ke Pass Equal Chance Hai Ki Wo Medal Jeet Ske, Medal Ko Lekar Confident Hone Ke Sath Sejwal Ka Ye Bhi Khna Hai Ki China And Korea Kafi Accha Competition De Skte Hai.

Indian Swimmer Sandeep Sejwal Ke Agar Is Baar Ke Season Ke Start Ki Baat Kre To Wo Kuch Khas Nahi Gya, Kyuki Sandeep Apne Ankle Injury Ke Karan 2018 Gold Coast Commonwealth Games Me Participate Nahi Kar Paye.

Sejwal Ne Iske Phle Asiad Me India Ke Liye Bronze Medal Jeeta Hai. And Ab Ankle Injury Se Recover Hone Ke Baad Sejwaal Ne Asian Games 2018 Ke Liye Apni Tyari Shuru Kar Di Hai. Tyari Ke Alawa Sejwaal Ko Confident Hai Ki Wo India Ke Liye Medal Jeet Payenge.

Sandeep Ka Khna Hai “Mai Iske Phle Bhi Asian Games Me Medal Jeet Chuka Hu Isliye Mai Uss Chiz Ko Dobara Repeat Kar Skta Hu”

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

 

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »