8 Saal Ke Ismile Ne Shuru Kar Di Olympic Ki Tyari

Dainik Bhaskar Ki News- Ek Aisi Country, Jiski Population Lagbhag Sirf 50 Lakh Hai Bosnia And Herzegovina. Hum Is Country Ka Zikra Is Liye Kr Rhe Hai Kyuki Ap Logo Ko Jaan Ke Hairani Hogi Ki Is Country Ka Ek 8 Years Ka Bachha Jiska Name Ismile, Ye Bachha Ek Swimmer Hai Aur Ye Abhi Se Olympic Ki Preparation Kr Rha  Hai . Ye Chota Sa Bachha Apne Country Walo Ke Liye Bahut Special Hai. Birth Se He Is Bachhe Ko Dono Hands Nhi Hai Aur To Aur Chalne Mai Bhi Ek Leg Thodi Problem Deta Hai Jab Wo Sirf 4 Saal Ka Tha Tab Wo Swimming Pool Mai First Time Utra Tha

Is Bachhe Ke Coach Aamel Kapo Batate Hai Ki “ Mujhe Yaad Hai Ki Is Bachhe Ki Maa Jab Isko First Time Swimming Pool Pe Lai Thi Aur Jab Hum Use Pani Ke Pass Le Gye To Usne Apne Legs Pani Me Daal Diya Aur Us Bachha Itna Dar Gya Ki Wo Wapas Bhaag Aaya Aur Humne Bhi Force Nhi Kiya . Mai Ek Se Do Din Ka Gap Liya Aur Use Motivate Kiya . Fir Ja Ke Use Pool Mai Utara Iske Baad Usne 3 Years Mai Aisi Preparation Kri Ki Ab Wo Ab Apne Se Seniors Ke Sath Swimming Kerta Hai

Ismile Abtk Domestic Level Pr 7 Medals Apne Naam Kr Chuka Hai Ab Use Olympic Pool Mai Preparation Ke Liye Select Kiya Gya Hai. Ismile Apne Coach Ko Bahut Manta Hai And Apne Coach Ke According Hi Apni Tyar Bhi Kar Rha Hai. Ismile Ke Coach Ne Btaya Ki Ismile Ne Abtak Sab Competition Me Gold And Silver Medals Hi Jeete Hai.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Facebook► SwimSwam Hindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »